Quote:
|
Originally Posted by Ankaboot yahan kitaabein milti hi nahi , iss liye digest ke zaroye hi tahir javed mughal aur haqqi sahab ka likha kuch parhney ko mil jaye to mil jaye , Inshah'Allah next year aa rahey hain ham pakistan , feroz sons waloo'n ki eid samjhiye  |
Well Tahir javed mughal muje bhi kafi pasand hain .... waise muje Haq'qee k elawa Aslam Rahi , Maqbool Jahangeer , TAriq Ismayel Saghar bohut pasand hain Ah0o0
Ohhhhhhhhh yani k main tyaarian kar loon kyoon k tumhain tu main ne rakhna hi apni taraf say ziada tar ;) AH0o0