It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on kuch ishq tha kuch majaboori thi so main ney jeevan vaar diyaa within the Ubaid Ullah Aleem forums, part of the Poet U to Z category; kuch ishq tha kuch majaboori thi so main ney jeevan vaar diyaa main kaisa zinda aadami tha aik shakus ney ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| kuch ishq tha kuch majaboori thi so main ney jeevan vaar diyaa main kaisa zinda aadami tha aik shakus ney mujh ko maar diyaa ye sajaa sajaya ghar saqi meri zaat nahin meraa haal nahin aye kash kabhi tum jaan sako jo us sukh ney aazaar diyaa main khuli hoi ik sachchai mujhe jananey valey janatey hain main ne kin logon se nafrat ki aur kin logon se piyaar kiyaa wo ishq bahut mushkil thaa magar asaan na tha yoon jeena bhi us ishq ne zindaa rahane ka mujhe zarf diyaa pindaar diyaa aik sabz shaakh gulaab ki tha ik duniyaa apane piyaar ki thi wo aik bahaar jo aii nahin us ke liye sab kuch haar diyaa main rotaa hoon aur asmaan se taare toothey dekhata hoon un logon par jin logon ne mere logon ko aazaar diyaa wo yaar hon yaa mahaboob merey yaa kabhii kabhi milaney waaley aik lazzat sab ke milane main wo zakham diyaa yaa piyaar diyaa
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#2
| |||||
| |||||
| bahat khoob /wah
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
![]()
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#4
| |||||
| |||||
| main khuli hoi ik sachchai mujhe jananey valey janatey hain main ne kin logon se nafrat ki aur kin logon se piyaar kiyaa very beutifull
__________________ maryam khorasany |
|
#5
| |||||
| |||||
| [b]woh log bohat khush kismat thay jo ishq ko kaam samjhtay thay hum jitay ji masroof rahay kuch ishq kiya kuch kaam kiya ishq kaam ke aaray ata raha aur kaam se ishq ulajhta raha phir aakhir tang aakar hum ne dono ko udhora chor diya is nazam ko pora chor diya (faiz ahmad faiz) xis nazam ka aakhri misra may ne apni tarf se lagaya hai agar kissi ko bora lagay tu sorry kiun ke jab bhi may ye nazm parhta tha tu mujhay udhora udhora sa lagta tha} zaheeeeeeeeeeeeeeer |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#7
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3 |
|
#8
| |||||
| |||||
| kia baat hai, very nice bohat umda ![]() |