| Dard likhtey heyn | | Khushboo sii meethii sii baateyn laakh chaheyn bhee too hum kar naheyn saktey jaaneyn koun sa wo lamhaa tha jab nazar lagg gaeii khushyoon koo rooth giya har rishtaa hum ... | | Rukey rukey heyn waqt key gajar saarey | | Koun kahtaa hey sanmbhal gaeyey hoo tum deykhoo too kitneyn badal gaeyey hoo tum khwaab saarey aazaab kar beythey hoo rastey saarey saraab kar beythey hoo weeraan aankheyn utraa chahraa ... | | Kiun nayan heyn bharrey bharrey sey | | Kiaa waqt kii chaall hey fikr hey mallall hey gham jeet gaeyey barsoon beet gaeyey hassii rooth gaeii hey aas hii toot gaeii hey kamrey mein her taraf bikhrii heyn ... | | Chaloo dard kii intehaa talashtey heyn | | Chaloo dard kii intehaa talaashtey heyn rag rag mein nass nass mein ban key lahoo dour raha hey chaloo dard kii intehaa talashtey heyn tumharii yaadoon sey baatoon sey wisaal ... | | Piyaar kartey heyn...! | | Gunnah sahii,,,,,aazaab sahii,,,,,,jurm sahii,,,,,,,,,pr karney waaley too phir bhee,,,,,,,,,, piyaar kartey heyn,,,,,,,,toot kar reyza reyza hootey heyn,,,,,,bikhartey heyn,,,,,,,unn key dill masley jaatey heyn ,,,,roondey jaatey heyn,,,,,,ashk thamtey hii naheyn,,,,,,kissi rah ... | | Chaloo koii baat kartey heyn | | Chaloo koii baat kartey heyn muhabbatoon kii chahtoon kii chaloo zarra zikr-e-waffa kartey heyn naam souna hey in ka kaheyn deykha naheyn,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,8-> | | Rishtey mouqadas hootey heyn | | Rishtey muqadas hootey heyn baat baat pey inheyn roola naheyn kartey kahneyn koo kuch na rahey paas too binna soochey samjhey boola naheyn kartey aadaab-e-waffa bharam apnaa hii zarra rahneyn ... | | Muhabbat talashtey heyn | | Lamha lamha aansou aansou dhall rahii hey zindagii dard kii thaap pey machaal rahii hey koii humsafar koii raazdaan naheyn sounaoon jissey haal-e-dill koii mahrubaan naheyn mousam-e-khizaan badaltaa hii naheyn ... | | Chaloo dard kii intehaa talashtey heyn | | Chaloo dard kii intehaa talaashtey heyn rag rag mein nass nass mein ban key lahoo dour raha hey chaloo dard kii intehaa talashtey heyn tumharii yaadoon sey baatoon sey wisaal ... | | Ik zarra hii too heyn | | Ik zarra hii too heyn hajoom-e-beykaraan mein bey nishaan jab sey khooya hey saibaan khwaab saarey dhwaan dhwaan miltii naheyn kaheyn amaan jism kaheyn taraptaa hey lahoo luhaan rooh kaheyn ... | | Bujh gaeyeyn heyn aankheyn | | Aajj barish kii boondoon mein tumharey ahsaas kii mehak mahsoos naheyn hoeii tumhara ahsaas bhee chinn giya hey mujh sey waffa muhabbat ik arsey sey kraah too rahii thii judaaii ... | | Chaloo chaand key paas chaltey heyn | | Chaloo chaand key paas chaltey heyn beetey lamhoon ko yaad kartey heyn wo lamhey jin kii tamazat sey ye beyjaan laashaa jall raha hey dill unhii lamhoon mein aseer hey ... | | Laakh hoosley apney aazmaatey heyn | | Laakh hoosley apney aazmaatey heyn per kahaan ussey hum bhool paatey heyn idher udhar bhatakttii rahii raat bharr nazar ussey dhoondhttii rahii raat bharr khwaahish-e-umeed ka daaman pakrey pakrey aarzo-e-dill ... | | Roo deytey heyn | | Koun chahta hey khush naa rahey khushyaan kissey achii naheyn lagteyn jaan key koii dukh leytaa hey bhalla dukh achey hii kisey lagtey heyn per hum kiyaa kareyn jaanaan keysey ... | | Chaloo aysaa kartey heyn | | Tum sey ab koii bhee rishtaa naheyn maana per yunhii beysabbab bicharnaa achaa naheyn jaanaan chaloo aysaa kartey heyn koii beynaam sii ranjish diloon mein paal leytey heyn apney muztarib ... | | Aankheyn namm hoo jaatii heyn | | [/B][/I][/U][/COLOR][/SIZE][/FONT][FONT=Garamond][SIZE=3][COLOR=DarkGreen][U][I][B]Aksar deykha hey mumkin namumkin hoo jaata hey namumkin mumkin hoo jaata hey hoonii anhoonii hoo jaatii hey anhoonii hoonii hoo jaatii hey teyz dhoop mein too barf kaa tooda ... | | Piyaar kartey heyn,,,, | | Gunnah sahii,,,,,aazaab sahii,,,,,,jurm sahii,,,,,,,,,pr karney waaley too phir bhee,,,,,,,,,, piyaar kartey heyn,,,,,,,,toot kar reyza reyza hootey heyn,,,,,,bikhartey heyn,,,,,,,unn key dill masley jaatey heyn ,,,,roondey jaatey heyn,,,,,,ashk thamtey hii naheyn,,,,,,kissi rah ... | | Batana chahtey heyn,,,,, | | Dill key nihaan khaanoon mein tumheyn hum basaana chahtey heyn naa poochoo ayey jaanaan tumheyn hum kitnaa chahtey heyn yee saanseyn ,ye dharkaneyn tumheyn hii pukaarttii heyn samma jaaoo jism ... | | lafz,,,,,,,,maar deytey heyn,,,,,, | | Saara kheyel hii lafzoon kaa hey,,,,,,,,,,,,,,,,,maar bhee deytey heyn,,,,,,,,,,,,zindaggii kissi soch key binaa guzarttii to kitnaa achaa hotta,,,,,,,,,,,,,,,per yeh keysey mumkin hey,,,,,,,,,,,,,namumkin hey,,,,,,,,,,,,khud ko badalnaa aassan to naheyn hota,,,,,,,,,,,,koi jab ... | | KHO SEY JATEY HEYN | | @};- SALAM @};- Janey kia ho jata hey ik dam kho sey jatey heyn kuch sochtey rahtey heyn bhojal bhojal ho jatey heyn janey kia ho jata hey ik dam ... | | KHO SEY JATEY HEYN | | @};- SALAM @};- Chahey hum jitna bhee jhoot boleyn din ko raat kaheyn ya raat ko din wo dhery sey muskura key humarey baat maan ley gee heyraan ho jatey ... | |