Re: ~`~LoVe and FrIeNdShIp SmS~`~ | | Quote:
Originally Posted by Lashakir2 Na gairon se nazare milaya karo, qasam hai na dil ko jalaya karo
Humein neend aati nahi raat bhar, na itna humein yaad aaya karo
Nigaahon me jo aa rahe hain nazar wo jazbe labon tak bhi laya karo
Nahin tum ko fursat mulakaat ki na jhoothe bahane banaya karo
Kabhi mere kandhe per sir ko tikaye hume dil ke armaan sunaya karo
Kabhi apne Khayalon me dhaalo mujhe naghmo ki surat me gaya karo..
LIAQAT ALI SHAKIR |
Zabar10st  
__________________ Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein,
Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain |