It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jaha.n talak bhi ye sehra dikhaai deta hay within the Shakeb Jalali forums, part of the Poet P to T category; Jaha.n talak bhi ye sehra dikhaai deta hay meri tarha sey akela dikhaai deta hay na itni taiz chaley, sar-phiri ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Jaha.n talak bhi ye sehra dikhaai deta hay meri tarha sey akela dikhaai deta hay na itni taiz chaley, sar-phiri hawa sey kaho shajar pe aik hi patta dikhaai deta hay bura na maneye logoo.n ki aib-joi ka inhain tu din ka bhi saya dikhaai deta hay ye aik ab'r ka tukra kahan kahan barsey tamam dasht hi piyasa dikhaai deta hay wahee.n pohanch k girae.n gai badbaa.n ab tu wo door koi jazeera dikhaai deta hay wo alwida ka manzar, wo bhegti palkain pas_e ghubaar bhi kiya kiya dikhaai deta hay meri nigah sey chup kar kahan rahey ga koi k ab tu sang bhi shisha dikhaai deta hay simat k reh gai akhir pahaar sey qad bhi zamee.n sey har koi oncha dikhaai deta hay khuli hay dill main kisi k badan ki dhoop Shakeb har aik phool sunehra dikhaai deta hay
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#2
| |||||
| |||||
3 3 vry :clap6nice 3 3 |
|
#3
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE.............:ro se
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#4
| |||||
| |||||
| ....... 1 ........ |
|
#5
| |||||
| |||||
V.NICE DEAR![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Bohat khoob Very nice choice
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat khub ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
Asalam alaikum ** i like that ,, keep it up ......... |