It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Humian Raas Aaeen Na Chahatai.n within the Shagufta forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; kuch bhi tu kaam na aa sakee.n, na riyazatai.n na wazahatai.n usey jana tha wo chala gaya... bhula k meri ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| ||
| kuch bhi tu kaam na aa sakee.n, na riyazatai.n na wazahatai.n usey jana tha wo chala gaya... bhula k meri mohabbatai.n main tu dhun main apni magan rahi, wo tu aay aa k chaly gai! mujhe kuch khabar bhi na ho saki, gaee.n raigaa.n ye musafatai.n wahan wo khafa yahan main barhum, hain dono mubtala-e ranj-o ghum ajab dastaa.n shab-o roz ki, humain raas aaee.n na chahatai.n agar kuch diya tu hij'r diya, bina chahey hum ko juda kiya merey Rub ki chah ajeeb hai, ajab us ki saari nawazishai.n merey dost saarey ajeeb hain, ab un ki babat kahoo.n main kiya! wo tu gaee.n naghmey wafaoo.n k, rakhain dill main laakh kadoratai.n meri neend sey tu bani nahi, hamesha us sey thani rahi mujhe raat khwaab na aa sakey, tu hain neend ki ye bhi sazeeshai.n na-jane us nay kaha tha kiya barey piyaar seymerey kaan main bas usi lamhey sey hain mehv-e raqs, merey dill ki ley pe sama'atai.n berey shouq sey karo per qalam k main aik hurf na karoo.n raqam per meri fik'r ki uraan per kiya laga sako k rukawatai.n Shagufta tum na samajh sako gi, haan kabhi mizaaj-e hayat ko yaa.n qadam qadam pe kadoratai.n hain, adawatain hain baghawatai.n ----------------- Shagufta Basit April 12th, 2005.
__________________ merey kum sukhn ka ye hukm tha k kalaam us sey main kam karoo.n merey hont aise seley k phir, meri chup nay us ko rola diya |
|
#2
| |||||
| |||||
| Quote:
a messge appears which is ur ID is not activated yet kindly do something or guide me best regards zeast |
|
#3
| |||||
| |||||
| magar phir bhi you dont give up, ever, why why??kyon itne dheedh ho?? kyon
__________________ ae ahel dil suno aaj yeh tumko batana haiham khaak nasheenon ki thokar mein zamana hai |
|
#4
| |||||
| |||||
V.NICE DEAR ![]()
__________________ |
|
#6
| |||||
| |||||
| nice................ .................... ..... |