It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay within the Sahir Ludhyaanvi forums, part of the Poet P to T category; main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay ajnabi si hho magar ghair nahi lagti ho weh'm sey bhi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [3] |
|
#1
| |||||
| |||||
| main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay ajnabi si hho magar ghair nahi lagti ho weh'm sey bhi jo ho nazul wo yaqee.n lagti ho haiii ye phool sa chehra ye ghanairii zulfai.n merey sheroo.n sey bhi tum mujh ko hasee.n lagti ho main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay dekh kar tum ko kisi raat ki yaad aati hay aik khamosh mulaqaat ki yaad aati hay zehn main husn ki thandak ka asar jagta hay aanch deti hoi barsaat ki yaad aati hay main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay meri aankhoo.n pe jhuki rehti hain palkain jis ki tum wohi merey khayyaloo.n ki pari ho k nahi kahee.n pehley ki tarha phir tu na kho jaao gi jo hameshaa k leye ho wo khushi ho k nahi main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#2
| |||||
| |||||
| Wah khoobsorat ![]()
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| wahh.... bohot hi khobsoorat...
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| /umda nice
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#5
| |||||
| |||||
| one of ma favourite ghazal by Sahir Sahab ~~~ Bhoolay say mohabbat kar baitha--nadaan bichaara dil hi toh hai Her dil say khata ho jaati hai--bigdo na khudaara dil hi toh hai Is tarhan nigaahain mar phairo--aisa na ho dharkan ruk jayee Seenay mai koi pathar toh nahi--ehsaas ka maara dil hi toh hai Jazbaat bhi hindu hotay hain--chahat bhi Musalman hoti hai Duniya ka ishaara tha lekin--samjha na ishaara--dil hi toh hai Bedaad garoon ki thokar say--sab khuwab suhaaney choor huay Ab dil ka sahaara gham hi toh hai--ab gham ka sahaara dil hi toh hai ~~~
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#6
| |||||
| |||||
3 3 vry :clap6nice 3 3 |
|
#7
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3 |
|
#8
| |||||
| |||||
| AOA, VERY NICE DEAR......
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#9
|