Chaloo dard kii intehaa talashtey heyn | | Chaloo dard kii intehaa talaashtey heyn rag rag mein nass nass mein ban key lahoo dour raha hey chaloo dard kii intehaa talashtey heyn tumharii yaadoon sey baatoon sey wisaal lamhoon sey chahtoon sey jurra hey chaloo dard kii intehaa talashtey heyn judaii kii azeyatoon kaa namm aankhoon kaa bheegtii raatoon ka boojh zaraa baanttey heyn chaloo dard kii intehaa talashtey heyn goo key ye aag hey jall key aur bhee mahmeez hoona hey issey hooney doo qistoon qistoon mein marneyn sey behter hey jalley ye itnaa jalley key raakh hoo jaeyey khaak hoo jaeyey chaloo dard kii intehaa talashtey heyn,,,,,,,,,. taaza baa taaza |