Dosto! abhii job per baiThay baiThay aik shair ho gaya ... Aap sab kii khidmat meN paiSh ker raha hooN ... Umeed hai hameSha kii tarah iss mertaba bhii apne comments se zaroor nawaazaiNgay!
MaiN din ka ujaalaa tu andhairay meN sitaaraa
Aay dost meri tujhse banaygii nah banii hai!
Aap k comments dekhne k baad sochooNga k iss per ghazal kehnii chaahiay k naheiN
Khaaskaar
Qassim Mirza
:Qassim: