View Single Post
  #1  
Old 03-23-2008, 04:00 PM
KaNcH ki GuDiYa's Avatar
KaNcH ki GuDiYa KaNcH ki GuDiYa is offline
BZY in ExaMz
 
Join Date: Feb 2008
Location: ApNe Hi KhaWaBooN Ma
Posts: 1,467

Country:

Tutorials: 0

My Mood:
Thanks: 378
Thanked 325 Times in 229 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 67
KaNcH ki GuDiYa will become famous soon enough
Post MeNoo IsHQ HoolaRay Dainda

menoo ishq hoolaray daindaa
moonha cheriya yaar bulainda


kii puchdaa hain zaat safaat meri
ooho Adam wali zaat meri
NAHA"NOO AQRAABA dy wich ghaat meri
wich RuB da sir jhulainda

menoo ishq hoolaray dainda
moonha cheriya yaar bulainda

kithay shiya ay'kithay sunni ay
kithay jatta dhari' kithay muunni ay
meri sub toon farigh kuunni ay
jo kahan soo yaar mananeenda

menoo ishq hoolaray dainda
moonha cheriya yaar bulainda

bhulla dooroon chul kay aaya ji
oohdi soorat nay bher maya ji
oo'say pak jamal wikhaya ji
ooh hik dhum na bhulainda

menoo ishq hoolaray dainda
moonha cheriya yaar bulainda

hazrat bhullay shah

MEANINGS OF DIFFICULT WORDS

HooLaRay = jhoolay
NAHANOO AQRABAA= hum qareeb hain (irshad e BARI TALA hai yanii hum shay rug say bhi nazdeek hain

JATTA DHARI = lambay baloon walay

MUUNNI = jis nay sub mundwaa rakha ho

GHAT = tareeqa

KUUNnI = handi



TRANSLATION IN URDU:

1=mujhay ishq apni masti mae hularay dy raha hai.mery laboon per usi ka naam hai too mujh sy meri zaat sifaat k baray mae kia pochta hai wohi zaat hai jo ADAM (A.S) ki zaat hai.NAHAN"OO AQRAB mujh per bhi sadiq aata hai.mae tujhay apni sharug nazdeek pata hoon ye ALLAH TALAH ka aik poosheeda raaz hai.mujhy ishq hoolaray dy raha hai.meray laboon per usi ka naam hai

2= kahin per shiya hain'aur kahin sunni hai.kahin per lambay baloon wala hai.aur kisi nay sub kuch mundwaya howa hai.lakin mae un sub sy alug hoon aur byniyaz bhi- mae jo kehta hoon mera yaar meri baat manta hai.mujhy ishq hoolaray day raha hai.mery laboon per usi ka naam hai

3= ay BHULLAY shAh ! Too badi door say manzil kaat k aaya hai aur us ki soorat ka gerweeda ho chuka hai.us ny apna haseen jamal dhikhaya hai k wo kisi bhi lamhay us ki yaad sy ghafil nahin kerta mae usay bhula nahin sakta/mujhy ishq hularay dy raha hai,mery laboon per usi ka naam hai
__________________
nevr do anything in lyf without thinking fully
othrwse repentence'll b yr fate
Reply With Quote