Quote:
Originally Posted by balloo hogaa waseem bhaii aap ke liye..... maiN to behad naaraaz hooN ''Raaz'' bahan se kuoN ki ye is na-ilm bhaii ka khayaal to kabhii rakhtii hi nahiiN.. |
sooooooo sooooryyyyyyy balvinder bhaji....... didnt mean that.... ab shama bhi karden... koshish karongi k aisi ghalti ko dubara na duhraon.........
kya karen aadat se majboor hain to baar baar bhool jaate hain.....
chalen es nazam ka roman kuch yon hai....
Ghalib... by Gulzar raat ko aksar hota hai, parwane aakar table lamp ke gird ekkathey hojatey hain suntey sr dhuntey hain sun ke sab ashaar ghazal ke jab bhi mein Deewan-e-Ghalib khol ke parhne bethta hon subah kw phr deewan ke roshan safhon sy parwanon ki raakh uthani parti hai!!