Quote:
Originally Posted by balloo buraa na maaneN to yahii kahooNga ki sab aziizoN ko mukhtalif tariike se unka shukriyaa adaa kar detiiN to sab ko ko kuchh_khushii mahsoos hotii...baaqii aap apnii zehaniyat ke sabab jo mahsoos kareiN.... |
sahi fermaya aap nay
baat asal main ye hai kay jab mabadolat kay pass thora ziada waqt hota hai tou hum sab azeezan ko fardan fardan shukria kahnay ka sharf zaroor bakhshtay hain

laikin baaz auqaat waqt ki kami ki wajha say aur kabhi aadatan ye reh jata hai
1.gif)
wesay mabadolat kay thoray kahay ko bhi bohat janye
