Quote:
Originally Posted by balloo ''Qateel'' shifaaii sahab ki iss ghazal ko bahut hii khoob_sooratii se nayaa paikar diyaa hai aapne...mubaarak_baa d qubool kiijiye...lekin poorii ghazal ko iss paikar meN DhaaltiiN to kuchh aour baat hotii.....ghazal ke kuchh aour sher haazir haiN.. har sail-e-ashk saahil-e-taskiiN hai aaj-kal dariyaa kii mauj-mauj kinaara hai in dinoN shamm'oN meN ab nahiiN hai vo pahalii-si raushanii shaayad vo chaaNd aNjuman-aaraa hai in dinoN qurbaaN hoN jiske husn pe sau jannteiN ''Qateel'' nazaroN ke saamne vo nazzaara hai in dinoN |
thanx ballo ji
asl me mujhay ye ashaar sms main milay thay
1.gif)
i knew ye adhuri hai ghazal but mujhay bohat pasand aaye so design kar diye adhuray hi
but thanx to u for this
