Quote:
Originally Posted by JugnOo!! Papio, sher wazan mein nai lagg raha
mein ne kuchh aisay sunna tha:
Masjid tu bana dee shabb bharr mein ImaaN ki hararrat waloN ne
Mann apna purana paapi hai barsoN se namazi bann na sakka
Purana bi ghalat lika hai, shayad alif ati hai end mein |
mujhe bhi aisa he lagga lekin jin ki yeh request thi unhon ne jaisay send kia maine waise he bana dya
