Quote:
Originally Posted by ~ Manahil ~ aur anka agar poochay to us k liye yeh javab k mainay is ko inni bar banaya inni bar banaya kabhi size chota kiya kabhi bara in the end main tap gai ...
aur bas thok diya .....  |

ap ko ya tu gusa ata nahi ya aa jay tu bus ALLAH HI ALLAH
gudi gud,nido ko boht acha laga bajo k banaya howa image

per wohi khurram bhai wali bat dono colums kuch ziada kareeb aa gay hain

thora dur dur rakhtin na

haye haye kia din aa gay ya kon log hain jo mistakes ker rehay hain:0 pehlay waseeem bhai ab mino bajooooooooooooooooo oooooooooooooooooooo oooooooo
Qv bahna idhar bhi bharas nikal lein fir ya din dekhna ko nahi milnay wala
