It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on zikar na karna within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; dukh dard k maroon s mera zikar na karna ghar jao tu yaroon s mera zikar na karna woh zabt ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| dukh dard k maroon s mera zikar na karna ghar jao tu yaroon s mera zikar na karna woh zabt na kar payain gay ankhoon k samandar tum rah guzaroon s mera zikar na karna pholoon k nashaiman main raha hoon main sada s daikho kabhi kharoon s mera zikar na karna shayad yeah andhairay h mujhay raah dikhain aab chand sitaroon main mera zikar na karna woh meri kahani ko galat rang na day dain afsana nigaroon s mera zikar na karna shayad meray khial s bay sakhta roo dain is baar baharoon s mera zikar na karna lay jayain gay gehrai main tum ko baha kar darya k kinaroon s mera zikar na karna woh shakhs millay tu ussay har baat batana tum sirf isharoon s mera zikar na karna
__________________ |
|
#2
| |||||
| |||||
| nice..............
__________________ ![]() tAnHa TaNhA rAaToUn MiEn NeEnD NaHi AtI hAi YaAdIeN sAtAtI hAiN mUjH kO rUlAtI hAiN |
|
#3
| |||||
| |||||
| nice............
__________________ ![]() ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| SALAAMMM khub khub khub buhat hi umdaa buhat hi aaalllllaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa
__________________ A F S A N A |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat zabardast..........
__________________ ![]() America Violating International Law in Pakistan http://www.petitiononline.com/286/petition.html |