It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Yunhee Badnaam Nahee Faisal within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ,...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() ,
__________________ First Deserve ..... Then Desire ! |
| The Following 2 Users Say Thank You to faisal_Rwp For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (04-14-2008), HG_Lover (04-14-2008) | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Yunhee badnaam nahee FAISAL Agar tum us ko dekho to Nigahon main khumaree hay Lahjaa bhee bharee bharee hay Sharaab e Ishq peetaa hay Mohabbat kaa jawaree hay Apnay Aap say lartaa hay Kisee larkee pay martaa hay Magar kahnay say dartaa hay Kay woh larkee naa thukraa day Yaa phir Us larkee kaa chahraa Aansuon say naa dhul jaye Agar yeh baat khul jaye Yaa ho saktaa hay woh larkee Mohabat kee shanawar ho Koi ho aur hee hastee Woh jis pay jaan nichawar ho To phir yeh toot jaye gaa Khushee say es kaa har naataa Samajh Lo ... Choot jaye gaa Tabhe to beqararee hay Es kaa din nahee kat taa Es par raat bharee hay Main aksar us say kahtaa hay Mohabat karney walon ko Kisee kaa dar nahee hotaa Tumhain Daawaa e muhabat hay To phir aakhir kyun dartey ho ?? To woh hans deta hay pal bhar Aur apnee nam aankhon ko Mairee janib uthataa hay Aur phir Jo kuch bataataa hay Main sun kar kaanp jaataa hoon Woh kahtaa hay ... Suno .. Aey Dost ! Main jeetaa es leye hon kay Mujhey ek aas rahtee hay Ek din aisaa aye gaa Mairey dil main hay jo larkee Woh mairey paas rahtee hay Woh kahtaah ay mairee sochain Usee ko sochawaatee hain Mairee neendain har ek shab main Usee kay khawaab dikhatee hain Koi bhee pal nahee aisaa Kay jis main saans aatee ho Aur us kee yaad naa aye Magar yeh bat sun lo kay Mujhay us say mohabat hay Bhaley woh mujh ko naa chahey Woh mairee zindaganee hay Mujhey woh RAB ataa kar dain Yeh UN kee meharbaanee hay Agar naa paa sakoon us ko To phir bhee gham nahee mujh ko Kay yeh dunyaa to fanee hay Magar yeh jaan lo aey dost Ek aisaa bhee jazbaa hay Jo har shay say muqadam hay Main dartaa es leye hoon kay Mairee saree mohabat say Us kee izzat bhaaree hay !!! Kay us kee izzat par mairee Mohabat , Jaan , waree hay !!!
__________________ First Deserve ..... Then Desire ! |
| The Following 2 Users Say Thank You to faisal_Rwp For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (04-14-2008), HG_Lover (04-14-2008) | ||
|
#3
| |||||
| |||||
| bhot umdha poetry bhot hi khubsurat design |
| The Following User Says Thank You to HG_Lover For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#4
| |||||
| |||||
| Bohat khoob............ |
| The Following User Says Thank You to khan_khan9116 For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#5
| |||||
| |||||
| buhut hi aalaaaa janab |
| The Following User Says Thank You to Aisha Baig For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#6
| |||||
| |||||
| Wonderful Faisal Bro................. ....... |
| The Following User Says Thank You to ikaify For This Useful Post: | ||
faisal_Rwp (04-15-2008) | ||
|
#7
| |||||
| |||||
| Magar yeh jaan lo aey dost Ek aisaa bhee jazbaa hay Jo har shay say muqadam hay Main dartaa es leye hoon kay Mairee saree mohabat say Us kee izzat bhaaree hay !!! Kay us kee izzat par mairee Mohabat , Jaan , waree hay !!! bohat umdaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa |
|
#8
| |||||
| |||||
| Pasandeedgee par mashkoor hoon..
__________________ First Deserve ..... Then Desire ! |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| adab, ashaar, badnaam, faisal, faisal shahzad, forever, forever friend, friend, ghazal, nahee, nazam, nazm, pakistan, poetry, readnsend, shahzad, shayer, yunhee |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Yunhee Badnaam Nahee Faisal | faisal_Rwp | Designed Urdu Poetry | 12 | 04-17-2008 06:33 PM |
| Yunhee Badnaam Nahee Faisal | faisal_Rwp | Urdu Poet Club | 5 | 04-15-2008 06:01 PM |
| Maut Woh Hai Jiska Koi Pata Bhi Nahee | smumair10 | Ghazal | 19 | 01-06-2008 04:01 PM |
| WS - Jo Tum Nahee | faisal_Rwp | Poetry on Demand | 22 | 10-31-2007 05:09 PM |
| WS - Jo Tum Nahee | faisal_Rwp | Nazam | 13 | 10-30-2007 05:03 AM |