It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on WELCOME SOME ONE - KISI KI AAMAD PE within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Muhabbat khilte gulab ki manid "Muhabbat khilte gulab ki manid Muhabbat mukamal kitab ki manid Muhabbat ke hazaron rang Muhabbat ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Muhabbat khilte gulab ki manid "Muhabbat khilte gulab ki manid Muhabbat mukamal kitab ki manid Muhabbat ke hazaron rang Muhabbat ke sabhi hain sang per muhabbat sab ka nahi naseeb yeh bhi hay kissi kissi ke qareeb khuli aankhon jo dekha tha Muhabbat us adhoore khawab ki manid Muhabbat main her raasta gol hota hay Muhabbat main her jazba be mol hota hay Muhabbat aik aesa moti hay jo anmol hota hay Muhabbat dil ko dil se jorti hay Muhabbat jane walon ko bhi morti hay Muhabbat main itni taqat hay ke yeh pathar ko bhi torti hay Muhabbat piyase sehra ko bhi aab kerti hay Muhabbat dil to kya roh ko bhi seraab kerti hay Muhabbat faqat ik aesa qissa hay jo tareekh main raqam nay baab kerti hay Muhabbat zaad-e-rah ki manid jo arsh tak puhanche us aah ki manid Muhabbat main itni taqat hay jo mot ko bhi maat kerti hay gar lab khamosh hon tab hi Muhabbat baat kerti hay jo is ko peeta hay yeh us ko amar kerti hay ke muhabbat aab-e-hayyat ki manid muhabbat main bas yahi khami ke yeh hamare jazbon ko be hijab kerti hay bhari mehfil main hum ko be naqab kerti hay Muhabbat main humain khud per ikhtayar nahi rehta ke aik us ke siwa kissi or ka intazar nahi rehta Muhabbat main humain sab kuch hi yaad rehta hay han agar yaad nahi rehta to bas apna aap nahi rehta Muhabbat main aik lamha bhi hasil-e-zeest hota hay per yeh wo nayab lamha hay jo kam hi naseeb hota hay Muhabbat zindagi ko pur noor kerti hay ke yeh hum pe tari ajab hi suroor kerti hay aur aksar yeh hum ko hara ker khud ko fateh zaroor kerti hay han bas Muhabbat khilte gulab ki manid Muhabbat mukamal kitab ki manid gar mil jay to kya kehne warna muhabbat!!! sirf haseen sarab ki manid. |
|
#2
| |||||
| |||||
| WELCOME SOME ONE - KISI KI AAMAD PE "KATE NAHI KATTE YE LAMHE YE INTAZAR KE NAZREEN JAMAYE BATHA HAIN RASTA PE YAAR KE DILNE KAHA DEKH JALWA HUSN-E-YAAR KE LAYA HAI KON AAP KO FALAQ SE UTAR KE |
|
#3
| |||||
| |||||
| ishq "hame ishq hai khuda se insan se nahe insan bai wafa hai khada bai wafa nahe kese ko raz mat dena agar dunia mai rehna hai bari bai dard dunia hai tuje budnam karega |
|
#4
| |||||
| |||||
| hameshaa der kar detaa huuN main "zaruurii baat kahanii ho koii vaadaa nibhaanaa ho use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho hameshaa der kar detaa huu.N mai.n madad karanii ho usakii yaar kii dhaa.Das ba.Ndhaanaa ho bahut deriinaa raasto.n par kisii se milane jaanaa ho hameshaa der kar detaa huu.N mai.n badalate mausamo.n kii sair me.n dil ko lagaanaa ho kisii ko yaad rakhanaa ho kisii ko bhuul jaanaa ho hameshaa der kar detaa huu.N mai.n kisii ko maut se pahale kisii Gam se bachaanaa ho haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho hameshaa der kar detaa huu.N mai. |
|
#5
| |||||
| |||||
| bholaya hoga "Kitne Aziyat Say tuNay Mujh Ko Bhulaya Ho ga... Mere Yadoon Nay tujhko Khoob Rulaya Ho Ga.. Baat Be-Baat Aankh tayri Jo Chalki Hoo Gi....... tuNay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga Soocha Hoo Ga tuNay Din Main Kaii Baar Mujhy....... Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga... Jahan tuNay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say.. tayRi Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga.. Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhay........ Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga.. Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana......... Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga...... Poocha Hoo Ga Jo tujh say Kisi Nay Teray Mehboob Ka naam... Tu nay SYED Hi Sub Ko Bataya Ho Ga.... |
|
#6
| |||||
| |||||
| MERI REKHAY "YURUB MERI REKHAOO MAY WO NAM BHI LIKH DAY HOTY HAY JIS KAY DUM SAY MERY ROZ-O-SHUB TAMAM |
|
#7
| |||||
| |||||
| Tanha "Tum Hi Ne Humain Kar Dia Tanha Warna Hum To Taalluq Nibahye Huay Hain Dheemay Dheemay Aansoo Dil Se Girte K Hum Apna Gham Sub Se Chupaye Huay Hain Un Shano Tak Ab Rasai Na Rahi Jin Shano Pe Aansoo Bahaye Huay Hain Hum Karain Ab Kisi Per Kaisay Bharosa K Zamane Se Dhokay Khaye Huay Hain Khushion Se Bhi Ab To Lagta Hay Darr Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain Ab Dast-e-Shanasai Na Barhayain Gay Hum K Zamane Bhar Se Thukrai Hue Hain |
|
#8
| |||||
| |||||
| mujhay tum yaad atay ho "main jab bhi sans laiti hoon mujhay tum yaad atay ho.. main jab ankhein band karti hoon mujhay tum yaad atay ho.... meray hamrah rahtay ho meray dam saaz ban kar tum jatee hoon jidher ko bhi mujhay tum yaad atay ho.. na batoon main rawani hae na abb koi kahani hae main jalti hoon sulagti hoon mujhay tum yaad atay ho.. chala kartay thay jin rastoon per hum dono kabhi mil kar unhi rahoon per kabhi jaon to mujhay tum yaad atay ho.. woh ghanton baith kar batein kiya jana ,hansay jana main roti hoon sisakti hoon mujhay tum yaad atay ho.. kabhi wo takna tera meri janib chor nazar say main jab bhi yaad karti hoon mujhay tum yaad atay ho.. mera aainay main tujh ko dekhna or dekhtay jana main jab bhi aainay ko dekhon to mujhay tum yaad atay ho.. meri her aik sans per abb bhi tumhara naam likha hae main jab bhi sans laiti hoon mujhay tum yaad atay ho.. |
|
#9
| |||||
| |||||
| tere bina "is bharay saahr may tanhai hi tanhai han dil jo dharka haan to us ki bih sada aai haan barukhi hun say sirbazam raqibon pay garam waah keya khub ya andaz pazirai haan bawafi ka haan ilzaam auger iskqe kay sar baat kehnay ki nahe husn bih harjai haan husun nay roop badal dala haan mosam ki tar ha ishqe han ishqe bahar haal tamnai haan maray har saans may khusboo haan teri caahar ki dil ki dharkan may tery peyar ki sehnai haan apni hasti ko teri zaart may gom kar dala hai kis moor pay teri cahat teri lay aai haan raaz khul jay ga to kalun say mehaq chin jay ishqe zahir ho to phir baase ruswai haan aaf may nay socha to ya andaz howa meri aankh may teri caahat ki binai haan. |
|
#10
| |||||
| |||||
| farsoda khiyaalat "ajeeb mahol ke....... ajeeeb log hain...... ajeeb hai rasmein...... ajeeb bandishein hain......... farsoda khiyalat ..... bewaja tohmat...... izat waqar ke naam per...... barsoo khoon behe hain....... ajeeb mahol ke ajeeb log hain...... sir pe kafan bandhe....... nikal hum parey hain....... zindagi ki justujo main...... moot ko dhoondh rehe hain......... |