It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on umr ki naqdi khatam hoe.............. within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Ab umr ki naqdi khatam hoi ab hum ko udhaar ki hajat hai hai koi jo sahookaar banay? hai koi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Ab umr ki naqdi khatam hoi ab hum ko udhaar ki hajat hai hai koi jo sahookaar banay? hai koi jo deewan haar banay? kuch saal, maheenay din logo! per sood biyaj k bin logo! haan, apni jaaN k khazanay say haaN, umr k tosha khanay say Kiya koi bhi sahookaar nahi? Kiya koi bhi deewan haar nahi? jab naam udhaar ka aaya hai kiyon sab nay sir ko jhukaya hai kuch kaam humain niptane hain jinhain jan-nay walay jane hain kuch pyar dulaar k dhandhe hain kuch jug k doosray phandhe hain tum kon? tumhara naam hai kiya? kuch hum say tum ko kaam hai kiya? kiyon is majmay mein aai ho? kuch maangty ho? kuch lai ho? yeh karobaar ki baatein hain yeh naqd udhaar ki baatein hain hum baithay hain kashkole lie sab umr ki naqdi khatam kie kiya paanch baras? kiya umr apny k paanch baras? tum jaan ki thaily lai ho? kiya pagal ho? sodai ho? jab umr ka aakhir aata hai her din sadiyan ban jata hai kiya moat say pehlay merna hai? tum ko to bohat kuch kerna hai phir tum ho humary kon bhala haan tum say humara kiya rishta? kiya sood biyaj ka laalach hai? kisi or khiraaj ka laalach hai? tum sohni ho man mohni ho! tum ja ker poore umr jiyo! yeh paanch baras, yeh chaar baras chin jaen to lagain hazaar baras sab dost gae, sab yaar gae they jitnay sahookaar gae bas aik yeh naari baithy hai! yeh kon hai? kiya hai? kaisi hai? haan umr humain derkaar bhi hai! haan jeenay say humain pyar bhi hai hum qarz tumhain lota dein ge kuch or bhi gheryaan laa dein ge jo sa'at-o-maah-o-saal nahi wo gheraiyaan jin ko zawaal nahi lo apnay ji main utaar liya lo hum nay tum say udhaar liya .....!!! |
|
#2
| |||||
| |||||
| zabs10 plz keep sharing
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| nice selection........
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| AoA. tutu wht does this mean?:/ anyways good job. keep sharing // thank you. cheer up.
__________________ tot jae gi yeh chup chaap zara hone do |
|
#7
| |||||
| |||||
| thank u so muchhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhh |
|
#8
| |||||
| |||||
| shukriya shukriya bohat shhukriyaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa |
|
#9
| |||||
| |||||
| |