It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Umar Kaat Detay Hain..... within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; <font color='#0000cc'>rosh ni mizajon ka kiya ajab muqaddar hay zindagi kay rastay main bichnay walay kanton ko raah say hatanay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#1
| |||||
| |||||
| <font color='#0000cc'>rosh ni mizajon ka kiya ajab muqaddar hay zindagi kay rastay main bichnay walay kanton ko raah say hatanay main aik aik tinkay say ashiyan bananay main khushboain pakranay main, gulsitan sajanay main umar kat detay hain aur apnay hissay kay phool bant detay hain kaisi kaisi khuwahish ko qatal kartay jatay hain darguzar kay gulshan main abar ban kay rehtay hain sabar kay samandar main kashtian chalatay hain yeah nahin kay in ko is roz-o-shab ki kahish ka kuch sila nahin milta marnay walon ki aason ka khoon baha nahin milta zindagi kay daman main jis qadar bhi khushian hain sab hi haath aati hain sab hi mil bhi jati hain waqt par nahin miltin,waqt par nahin aatin yani in ko mehnat ka ajar mil tu jata hay lekin is tarha jaisay qarz ki raqam koi qist qist ho jaye asal jo ibarat ho pas-e-nosht ho jaye fasl-e-gul kay aakhir main phool in kay khiltay hain in kay sehan main suraj dair say nikaltay hain By Amjad Islam Amjad [b]</font> |
|
#2
| |||||
| |||||
| <font color='#8D38C9'>wel come ji or bohat achi post hai aap ki aise hi achi achi poast kiya kiyje <!--emo&/weldone--><img src="http://www.halagulla.com/iB_html/non-cgi/emoticons/div211.gif" border="0" valign="absmiddle" alt='/weldone'><!--endemo--></font> |
|
#7
| |||||
| |||||
| niceeeeeeeeeeeeeeeee ee |
![]() |
| Tags |
| umar, kaat, detay |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| hum sab muntazir hain...by Mehmood Sham. | solitaire | Nazam | 9 | 03-11-2008 10:12 PM |
| Raye shumari baraye muqabla-e-ghazal goi... Jan-08 | kanch ki mehroo | Urdu Poet Club | 4 | 02-01-2008 10:11 PM |
| Matlab nikal jaye to log chor detay hain!! | smumair10 | Ghazal | 19 | 01-13-2008 09:31 PM |
| Yeh Aankhen Bohat Satati Hain | alone86 | Nazam | 10 | 01-08-2008 12:54 AM |