It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on **~tumhaare saath jo kabhi bitae teh do pall...~** within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; "tumhaare saath jo kabhi bitae teh do pall samay ke aanchal ko lapaitay hue hain aaj bhi woh pall.. waqt ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| "tumhaare saath jo kabhi bitae teh do pall samay ke aanchal ko lapaitay hue hain aaj bhi woh pall.. waqt ke dariyaa ke us paar chalay gae ho aaj un bichrhe huye palloo se milnay ki aass kion hai...??? baar baar mann ko choo jaati hain kuch yaadein kabhi dheemay se muskuraa kar rulaa jaati hain woh yaadein... kabhi jo ithlaa kar aankh-machooli khela karti thiin aaj un yaadoon par tanhaaii ka yeh libaas kion hai...??? woh jo sunaii deti hai, khamosh si, lahoo-loohan dharkan kabhi simat kar apne aap mein sisakti huii dharkan.. tumhaare saath chali gaii jin dharkanoo ki awaaz aaj un gungunaati hui dharkanoo ki talaash kion hai...??? kisi anjaan manzil par phir mulakaat hogi,,, itna hai yakiin agar tum nahi to tumhar qadmoo ki aahat hogi,,, itna hai yakiin... jinkay sahaaray kal tak mann ko behlaiyaa karta tah aaj un yaqeenoo ke tooth jaane ka abhaas kion hai...???
__________________ |
|
#5
| |||||
| |||||
| nice work
__________________ Merey Siva Na Koi Tujh Ko Dekhey Dil Main Rakh Loon Chupa Key Sanam Aisi Zindagi Sey Bhi Zayada Meri Jaan Tujh Ko Chahoon Gee Sanam |
|
#6
| |||||
| |||||
| nice choice ... ![]()
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| very nice dude....
__________________ ~~Main burron say lakh burra sahi...magar UNSAY hai mera Wasta~~ ..sry |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| tumhaare, saath, bitae, teh, pall |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho | tauseef_khan | Ghazal | 11 | 05-24-2008 01:01 PM |
| Kabhi Yaad Aao Tau Is Tarah | seemaab | Nazam | 14 | 03-14-2008 06:56 PM |
| Kabhi yaad aao to iss terha | arshma | Nazam | 10 | 10-14-2007 01:50 AM |
| kabhi...!!! | friend4u | Ghazal | 8 | 07-11-2007 06:10 AM |