It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on **Pallat kay jae’n Kahan ???????** within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Hum aisay Merg Talab Bhi na thay Mohabbat may Keh Jalti Aag kay derya may be-khater jatay Yaqeen Jan mery ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Hum aisay Merg Talab Bhi na thay Mohabbat may Keh Jalti Aag kay derya may be-khater jatay Yaqeen Jan mery Ja'n kay hum thehar jatay. Tumhari aankh kay aansoo thay Selay-Aab na tha Chalak bhi jatay agar Misl-e- khak ho jatay Misal-e-Qatra-e-Shabnam Chamaktay Khoo jatay Raha woh herf-e-wafa jis ki subz konpal pay Tumharay bosa-e-Lub say Ghulaab jagay thay So woh Ghulaab to konpal say cut bhi suktay hai'n Rahay woh Khawab jo aankho kay Aabginoo'n may Dhannak kay rung leay doltay say rehtay thay So aisay khawab tu aaker pallat bhi suktay hai'n To baat herf-e-wafa ki aur na khawaboo'n ki Na doltay hoay rungoo'n say pur ghulaaboo'n ki Samay kay Chertay Uttertay hoay Samander may Sub aik pal ki haqiqat,Sub aik pal ka sarab Diloo'n may terk-e-tamana ka hosla ho agar To kaisa herf-e-wafa or kahan kay khawab-o-Gulaab Yeh kaisay Dusht-e-Nidamat may ghir gaay A Jaa'n Keh Ik to Dil may terk-e-tamana ka hosla bhi nahi'n Aur us pay yeh bhi qayyamat agar bafurz-e-Mahaal Tumhari Rah say phirnay ka hosla bhi milay Pallat kay jae'n kahan ? Ghar ka rasta to milay !!!!!!!!. By Amjad Islam Amjad. |
| The Following User Says Thank You to ikaify For This Useful Post: | ||
mnabaig (04-07-2008) | ||
|
#3
| |||||
| |||||
| Shukria Tara Ji................ |
|
#4
| |||||
| |||||
| Bohat shukria............. .... |
|
#6
| |||||
| |||||
| Ikaify La,jawaab Sharing hai. Stars honay chahiyen . Last edited by khan_khan9116; 04-08-2008 at 03:19 AM. |
|
#7
| |||||
| |||||
| wah bohat hi khoobsurat .................... .. |
|
#8
| |||||
| |||||
| kia baat hai aap ki aur amjad islam amjad sb ki umdaaaaaaaaaaaaaaaaa |
|
#9
| |||||
| |||||
| Bohat shukria mnabaig.....aur thanks post kernay ka alag say............. |
|
#10
| |||||
| |||||
| Khan Ji.....Such bataoo'n tu mein nay yeh poem post kertay hoay aap ka bohat soocha.........yaad hay aap nay kaha tha kay " Dil walay hi Dil waloo'n ki baat sumajhtay hai'n".............t o yeh aaj ki posting aap kay naam hay........rahi baat stars ki tu..........JO KEHKASHA'N GUZAR AAY HOO'N, WOH SITAROO'N PAY NAHI RUKTAY HAI'N......aap ka bohat shukria............. .... |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| ghar, mohabbat, rasta |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Woh firaaq or woh visaal kahan | mirza_ghalib09 | Ghalib | 1 | 04-08-2008 02:54 PM |
| Ab Woh Khushion Bharay Din Kahan | shehbi | Ghazal | 9 | 03-13-2008 01:15 PM |
| Kahan Hote Ho | Aisha Baig | Nazam | 9 | 01-22-2008 12:11 AM |
| Palkon pe aanso'on ko sajaya na jaa saka | i m wat i m | Ghazal | 37 | 11-05-2007 07:22 AM |