It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on naya Saal within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Abb kai baras kuch aisa karna Apney pechley bara mah(months) kay Dukh sukh ka andaza karna Saada sa ik kagaz ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Abb kai baras kuch aisa karna Apney pechley bara mah(months) kay Dukh sukh ka andaza karna Saada sa ik kagaz lay ker Bholey basrey pal likh lena Phir is beetay her ik pal ka Aik aikMorh ko ikhtaha kerna Sari sohbatein hazir rakhna Sari shameen paas rakhna Aur alawa un kay daikho Sarey mosam dehaan mein rakhna Phir mohtat qayas lagana Agar tu khoshyaan barh jati hain Tu phir meri taraf sai NAYA SAAL MUBARAK Aur agar gham barh jain tu Maat bekar takleef karna Dekho phir tum aisa kerna Meri khoshiyaan tum lay lena Mujh ko apney gham day dena Abb kai saal kuch aisa kerna
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| Ab k baras kaya naya saal ho ga Pehlay jo howa hai wohi haal ho ga Umeedon ka diya jalay ga raat din Khushion ka bicha hua har soo jaal ho ga Tareekh dorahati rahay gi khud ko hamisha Waisay he faraq hongay wohi visaal ho ga Milann ka lamha ho ga aankh nam ho gi Daaman ko apnay samatena shayad mahal ho ga Poch lena tum pochna ho jo bhi Woh hi jawab hongay woh hi sawal ho ga Ho jaain gay puray woh sapnay adhoray Na bhi dil main baqi koi malal ho ga |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
bohat hoob Alone. |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#5
| |||||
| |||||
| Nice sharing waseem bhai /rose
__________________ |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
|
![]() |
| Tags |
| naya, saal |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| naya saal...... | *lucky* | Designed Urdu Poetry | 26 | 01-25-2008 09:34 AM |
| Naya Saal 2008 | 13 Mera 7 Rhey | Ghazal | 8 | 01-21-2008 03:04 PM |
| Naya Saal - Ek Dua | hotkhan | Designed Urdu Poetry | 23 | 01-12-2008 10:51 AM |
| naya saal | aaiina | Ashaar - Misc | 16 | 01-04-2008 12:12 AM |
| ~!! Ik Naya Zakhm Liye Saal e Jadeed Aaye Ga !!~ | ~ HijR ~ | Nazam | 9 | 12-21-2007 10:57 PM |