It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Mujhe Tum Say Hee Milna Hai.....:) within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Mujhe Tum se Hi milna Hy "Mujhe Tum se Hi milna Hy" Chalo yah man laitay hain Hamein tum se ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Mujhe Tum se Hi milna Hy "Mujhe Tum se Hi milna Hy" Chalo yah man laitay hain Hamein tum se nahin milna Magar yah kaise khawahish hay Jo pal pal barhtee jate hyy Mujhay ek ass dilatee hay Zameen kay fasaly to brhein gay Magar dil kay pass to tum raho gay Kahan hum aisay khushqismat? Jo niklleen ek bar ghar say Na wapis lot kah jaeeen inhon raston main kho jayein Jahan teray qadamon ki dhool ho Main us matti ko choom kay karoon batein Milan or judaeye kee Main kaisay maan loon akhir Hamein kabhi ab nahin milna Hameen ab yoon hi milna hay kisee lafz ka sa_ay main kahein kisee soch ki gahrayee main Kise manooos Khushboo main kise shamm ki tanhayee main kise derd ki gahreee main Main tum se roz milta hoon To phir yah jan lo janaaan Mujhay tum say he milna hay
__________________ Darya Darya Pee K Duniya K Sitam Ansoo Ansoo Muskurana Zindagi .... |
|
#2
| |||||
| |||||
| buhat khubsurat nazam haii ![]() Main kaisay maan loon akhir Hamein kabhi ab nahin milna Hameen ab yoon hi milna hay kisee lafz ka sa_ay main kahein kisee soch ki gahrayee main Kise manooos Khushboo main kise shamm ki tanhayee main kise derd ki gahreee main Main tum se roz milta hoon To phir yah jan lo janaaan Mujhay tum say he milna hay buhat zabardust keep sharing Khush rahain.............. ...... ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| boht Khoob............... |
|
#6
| |||||
| |||||
| great............... ...............
__________________ |
|
#7
| |||||
| |||||
| boha khub ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| nice................ ............
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| Wah bohat umdah sharing ........
__________________ ![]() America Violating International Law in Pakistan http://www.petitiononline.com/286/petition.html |