It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on mujhay tum yaad atay ho........... within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Mujhay tum yaad Aatay ho............ Mujhay tum yaad Aatay ho........ kisi sunsan sapnay may chupee khawahish ke hidat may kisi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Mujhay tum yaad Aatay ho............ Mujhay tum yaad Aatay ho........ kisi sunsan sapnay may chupee khawahish ke hidat may kisi musrofiat kay moor par Tanhai kay sehraaoon may ya phir kisi anjan beemare ke shidat may mujhay tum yaad atay ho........... kisi bicharay huay ki chasm purnam kay nazaray par kisi beetay huay din ke thakan ke Ooat say ya phir tumharay zikrr may guzare hue shab kay isharay par kisi bastee ke baronaq sarak par Aur kisi darya , kisi veeran jungle kay kinaaray par mujhay tum yaad aatay ho................ maire chup kay kuwain may aarzooyon kay badan jab tairtay hain aur kinaray say koi bolay to lagta hai ajal awaz dayte hai maire baichainiyon may jab tumhare tundkho ranjish khatakte hai tumhare bedoore sulagtee hai ya phir jab maire ankhon kay sehra may tumhare yaad ke tasveer jaltee hai, judai haat maltee hai mujhay tum yaad atay ho.............. mujhay tum yaad atay ho.............. muqadar kay sitaroon par zamano kay isharoon par udasee kay kinaron par kabhe veeran shehroon may kabhe sunsaan rastoon par kabhe hairaan ankhon may kabhe bayjaan lamhoon par mujhay tum yaad atay ho.......... suhaane shaam ho koi kahen badnaam ho koi bhalay gulfam ho koi kisee kay naam ho koi mujhay tum yaad atay ho......... kahen barish baras jaey kahen sehra taras jaey kahen kaalee ghata utray kahen bad-e-saba tehray tumharay aur mairay darmiyan Aakay Khuda tehray to , maire zindage kay awal-o-akhir tum is lamhay khuda kay bad Aatay ho........... mujhay tum yaad atay ho........... Farhat Abbas Shah |
|
#2
| |||||
| |||||
| bOhet KhOoob Umda Intekhaab........... ...........
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| thanks.............. .................... .......... |
|
#5
| |||||
| |||||
| thanx............... ...... |
|
#8
| |||||
| |||||
| hmmmmmmmm nice ....... kush rahin likhte rahin ........ ![]()
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| |
|
#10
| |||||
| |||||
| [quote=nailahkb;33240 28]Very Nice *********[/quo thanx............... ..... |