It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on MSN ki baatain within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; MSN ki baatain MSN ki woh mulakatain woh payar bhari bataain woh login honey ka intazar woh intazar ki saateyin ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [3] |
|
#1
| |||||
| |||||
| MSN ki baatain MSN ki woh mulakatain woh payar bhari bataain woh login honey ka intazar woh intazar ki saateyin kaho kiya bhool jao gey?? woh farzi naam ka batanav haha likh lar jhoota kehka lagana woh ASL poochnai par apni umer aur kam batana kaho kiya bhool jao gey?? woh payar bhari tehreerain woh MSN ki emotion tasweerain woh nick main haale dil likhna woh net ko fast karney ki tadbeerain kaho kiya bhool jao gey?? woh typing sey ungalion main dard hona kisi baat par gussey sey chahrey ka zard hona woh lafz sorry ka screen par atey hi lehjey ka phir sey sard hona kaho kiya bhool jao gey?? woh jagna raatoun main woh chalkana payar batoun main woh type kartey katey lena mouse ko haathoun main kaho kiya bhool jao gey?? woh msn par dosroun ko ignore karna har jumley par bohat goor karna woh dil par haath rakh kar bye kehna aur zara rokney par zoor karna kaho kiya bhool jao gey?? tumharey login hotey hi dostoun ka woh jhamgata lag jana tum sey baat karney ki khatir sar dard ka jhoota bahana kaho kiya bhool jao gey?? bey waja ki batoun par takrar karna bar bar netmeeting par israr karna woh roman urdu ki gayi batain payar ka dabey lafzoun main woh izhar karna kaho kiya bhool jao gey?? woh dostoun ka tumhara ID chopana kabhi font badlna kabi ghunganana deer sey jawab aney par bz honey ka alzaam lagana par lagta hai keh tum bhool gaye ..... MSN keh anchal par likhi howi kahani par muj ko yaad hai har ik lafaz zabani khudara na tum aisa sitam karo na karo aisi nadani.
__________________ Aansu jo beh rahey hein inhein behne do Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehne do Bohoot bewafa ho tum, yeh hum ko hai maloom Tum apni wafa ki baat, apne tak hi rehney do! |
![]() |
| Tags |
| msn, baatain |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Ya Kis Nay Kah Tum Coch Karo Baatain Na Banao Insha Jee | Lali_2008 | Ghazal | 6 | 03-04-2008 01:41 PM |
| Adhori Baatain Hi Zindagi Hain | boomguy | Nazam | 4 | 02-27-2008 04:59 PM |
| Is bharay sheher main tanha karta hoon hawa say baatain. | creativity | Ashaar - Misc | 13 | 01-31-2008 05:19 AM |
| ju baatain | GuM-_-SuM | Ashaar - Misc | 12 | 12-29-2007 09:31 PM |
| Narm Aawaaz Bhali Baatain Muhazzab Lahja | mystique | Poetry on Demand | 34 | 12-06-2007 08:58 AM |