It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Meray hathon ki janib dekh within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Kisi ko alwida kahna buhat takleef daita hai umeedein toot jaati hain yaqeen pe beyaqeeni ka kehar kuch aisa charhta ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Kisi ko alwida kahna buhat takleef daita hai umeedein toot jaati hain yaqeen pe beyaqeeni ka kehar kuch aisa charhta hai dekhai kuch nahi daita sujhai kuch nahi daita dua k lafz hontoon pe musalsal kapkapatein hain kisi kuwahish k andaishay zehan main doorh jatay hain guman kuch aisay hota hai k jaisay mil na paain gay ye gahray zakhm furqat k kisi se cil na paain gay kabhi aisa bhi ho ya rab duain maan laita hai tu koi mojza karday tu aisa kar bhi sakta hai meray haathon ki janib dekh ainhay tu bhar bhi sakta hai judai ki ye teekhi taar dilon ka khoon karti hai judai ki azeeyat se mera dil abb bhi darta hai judai do ghari ki ho tu koi dil ko samjhai judai chaar pal ki ho tu koi dil ko bahlai judai umer bhar ki ho tu kya chara karay koi k aik milnay ki hasrat main bhala kub tak jeya koi meray moola karam karday tu aisa kar bhi sakta hai meray haathon ki janib dekh ainhay tu bhar bhi sakta hai
__________________ Pocha tha ik sahib-e-dil nae mera mizaj Bay-sakhta labon pe tera naam aa gaya Hum nae tumhare baad na rakhi kisi say aas Ik tajurba buhut tha, bara kaam aa gaya |
|
#2
| |||||
| |||||
| Asslam-o_Alikum WR WB kamaal ki choice hay , bhtreen FeamanAllah maza ajata hy parh kar |
|
#3
| |||||
| |||||
| Thanks BP ![]()
__________________ Pocha tha ik sahib-e-dil nae mera mizaj Bay-sakhta labon pe tera naam aa gaya Hum nae tumhare baad na rakhi kisi say aas Ik tajurba buhut tha, bara kaam aa gaya |
|
#6
| |||||
| |||||
| /clap5 |
|
#7
| |||||
| |||||
| SUPERBBBBBB
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#9
| |||||
| |||||
| Thanks Everyone /adaab
__________________ Pocha tha ik sahib-e-dil nae mera mizaj Bay-sakhta labon pe tera naam aa gaya Hum nae tumhare baad na rakhi kisi say aas Ik tajurba buhut tha, bara kaam aa gaya |
|
#10
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat kush raho dear /yhug
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |