It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Main Pal Do Pal Ka Shair Hon within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Main pal do Pal ka shair hon Pal do Pal meri kahani hai Pal do Pal meri hasti hai Pal ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Main pal do Pal ka shair hon Pal do Pal meri kahani hai Pal do Pal meri hasti hai Pal do pal meri jawani hai Mujh say pehlay kitnay shair Aaee or aakar chalay gai Kuch aahain bhar kar lout gai Kuch naghmay ga kar chalay gai Wo bhi eik pal ka qisa thay Kal tum say juda ho jown ga Jo aaj tumhara hisa hon Main pal do pal ka shair hon Kal or aaeen gay naghmon ki Khilti kalyaan chunnay walay Mujh say behtar kehnay walay Tum say behtar sunnay walay Kal mujh ko koi yaad karay Kion mujh ko koi yaad karay Masroof zamana meray lia Kion waqat apna barbaad karay Main pal do pal ka shair hon Pal do Pal meri jawani hai ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| Masroof zamana mere liye kion apna waqt barbad karay waisay hum ne app ki nazam ke liye apne 50seconds sarf kar diya, barbaad nahin kiye.....sarf kiye hain....hahaha....ok nice poetry |
|
#4
| |||||
| |||||
| Mujh say pehlay kitnay shair Aaee or aakar chalay gai Kuch aahain bhar kar lout gai Kuch naghmay ga kar chalay gai Wo bhi eik pal ka qisa thay Kal tum say juda ho jown ga Jo aaj tumhara hisa hon Main pal do pal ka shair hon kia bat ha end haaaaaaa ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| nice........... |
|
#9
| |||||
| |||||
| zabardast,.......... ..
__________________ ![]() |