It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on main k sehra main kashti chalata raha within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Tamam bradran -e- islam or sistran -e- islam ko aik bar phir main aik bar phir aik nai nazam k ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tamam bradran -e- islam or sistran -e- islam ko aik bar phir ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() main aik bar phir aik nai nazam k sath pasand aay ya nahi bataiye ga zaroor intizar rahy ga khas tour par senoir sahibaan agar nazar dalain or koi ghalti nikalain tou wellcom plz MAIN KEY SEHRA MAIN CHALATA RAHAMain k sehra main kashti chalata raha Aansowon ka smandar bahatha raha din guzarty rahy waqat jata raha main k sehra main kashti chalata raha dill ki dharkan main wo, meray tan man main wo chand ko dekh kar, chandni raat main mujh ko bichra sanam,yaad aata raha main k sehra main kashti chalata raha bus isi aas main din guzartay rahey kay tou myra hy, ye soch kar dill ruba dill ko apnay, taasaalli dilaata raha, main k sehra main kashti chalata raha woh bhi kiya din thy jab beqarai main tum mujh ko har baat such such batatay rahay waqt ko main hansi main urata raha main k sehra main kashti chalata raha tou bana meray owr main tyray wastay aik naghma fizaoon main bikhra howa tujh ko sham-o-seher gungunata raha main k sehra main kashti chalata raha zindagi myri manind-e-tareek shub, jis main teri hi yadoon key chund ik diye bus jalata raha awr bujhata raha main k srhra main kashti chalata raha aik toufan uttha, jo ura lay gaya zindagi kay waraq badaloon ki tarah Tujh ko bhi lay gaya,.. main bulata raha main k sehra main kashti chalata raha Main k apnay muqaddr say hoon shikwa zun Tha kisi awr say munsalk tera Naam main too bus younhi likhta, mitata raha main k sehra main kashti chalata raha Aansowon ka smandar bahata raha main k sehra main kashti chalata raha |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote: waaaaaaaaaaaaah ji waaaah kia hi baat he PS jr ki bohet hi zabardast
__________________ Ayy athra Ishq na sonn dainda saari raat jagaai rakhda ehy ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| aho meri tarf se bhi*********** ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| |
|
#6
| |||||
| |||||
| |