It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on kitni muddat. within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Kitni muddat baad tumhari yaad aai hai Yun lagta hai jaisay dil yeh rukk jai ga yun lagta hai jaisay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Kitni muddat baad tumhari yaad aai hai Yun lagta hai jaisay dil yeh rukk jai ga yun lagta hai jaisay aankhian apnay saaray aansoo ro ker bilkul banjer ho jaiN gee Yun lagta hai jaisay pichlay mausam phir se laut aai hain JanaaN! yeh dil khush rehnay kay Taur tareeqay bhool chukka hai Uss per tairi yaad kee dastak yun lagta hai jaisay dil per Aik qiyamatt guzer rahi ho koi toofaaN aan kharra ho Jaisay aik akyli nao Beech bhanwar kay aan phansi ho Yun lagta hai jaisay sapnay Aik haqeeqat bann baithay hooN Itni muddat baad tumhari yaad aai hai Soch raha hooN kiya uss kee ta'azeem karooN main PalkooN per ashkooN kay deep jala laita hooN Dil kay ujray aangan ko mehka laita hooN Dil kehta hai phir khud ko taqseem karooN main Itni muddat baad tumhari yaad aai hai Yun lagta hai jaisay pichlay mausam phir se laut aai hain |
|
#2
| |||||
| |||||
| bOhet khOob............... ......
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| very nice buhat khubsurat
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| very nice................ ......
__________________ ![]() ![]() ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| very beautiful ![]() Last edited by foqiazafar; 08-17-2007 at 12:36 PM. |
|
#9
| |||||
| |||||
| boht Khoob.............. |
|
#10
|
| |