It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kashmakash within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Dil main dar-e-parda hai ek baat kahon ya na kahon janay pher kub ho moulaqaat kahon ya na kahon dil ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Dil main dar-e-parda hai ek baat kahon ya na kahon janay pher kub ho moulaqaat kahon ya na kahon dil main rakhta hon tu ghum say na rehai ho ge moun say nikli tu ye he baat parai ho ge kashmakash main hain khayalaat kahon ya na kahon janay pher kub ho moulaqaat kahon ya na kahon lub hain khamoosh tu senay main ye ghum gholta hai baat lub par agar aey tu bharam khulta hai hai ajab sorat-e-halaat kahon ya na kahon janay pher kub ho moulaqaat kahon ya na kahon zindagi hai k badalnay nahi dayti pehlo bayqarari hai k rehnay nahi dayti yakso! jenay daytay nahi jazbaat kahon ya na kahaon janay pher kub ho moulaqaat kahon ya na kahon mujhko dawa tu muhabbat ka nahi hai laykin zindagani ka tasawwar bhe nahi hai tujh bin pher na hum hon gain na din raat kahon ya na kahon dil main dar-e- parda hai ek baat kahon ya na kahon |
|
#2
| |||||
| |||||
| Wah bOhet KhOob Umda SharinG .,.,.,.,.,.,.,.,.,., .
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| mujhko dawa tu muhabbat ka nahi hai laykin zindagani ka tasawwar bhe nahi hai tujh bin beautiful........... .. |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| kashmakash |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Kashmakash | Abdul Basit | A'nchal | 11 | 04-19-2008 01:36 PM |
| Kashmakash | nailahkb | Nazam | 13 | 10-15-2007 03:51 AM |
| Kashmakash | *sLeEpIng BeAutY* | Urdu Poet Club | 7 | 09-13-2007 04:31 AM |
| Tung aa chukkay hain kashmakash e zindagi say | Abdul Basit | Sahir Ludhyaanvi | 6 | 07-30-2007 08:49 AM |