It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on kaash within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; <CENTER> kaash tujh ko dil say bhulla sakon tere yadein dil say mitta sakon kaash tujh ko ....... tufaan hey ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| <CENTER>kaash tujh ko dil say bhulla sakon tere yadein dil say mitta sakon kaash tujh ko ....... tufaan hey aur bari duur kinara zakhmon say chuur apna badan sara apni kashti paar na laga sakon kaash tujh ko ..... shaam kaisa phir ye gum ley aaye maar dalegi mujh ko ye tanhayee na janay aaj ye raat bitta sakon kaash tujh ko ...... chor ker mujh ko gaye hain jub say jaag raha hon soya nahi tub say so jaon tu khuwabon main la sakon kaash tujh ko dil say bhulla sakon teri yadein dil say mitta sakon kaash tujh ko .............. </CENTER> |
|
#2
| |||||
| |||||
| Ek beqarari main doob ker.... Ek masti main jhoom ker.... Muhabbat nay apna Izhaar chaha! Zindgi main pehli baar.... Dil nay kisi ko dil say chaha! Khawab baney Aarzoo ki terha.... Umeed bani zindgi ki terha.... Her Ehsaas nay Iqraar chaha! Zindgi main pehli baar.... Dil nay kisi ko dil say chaha! Etabaar ka hath thaam ker.... Yadoon ko hamrah ley ker.... Is Masoom nay bey-ikhtiar chaha! Zindgi main pehli baar.... Dil nay kisi ko dil say chaha! Ek khoobsurat Etminaan ki terha.... Tum huey hamari Duaa ki terha.... Hum ney tumhain Toot ker chaha! Zindgi main pehli baar.... Dil nay kisi ko dil say chaha! |
|
#3
| |||||
| |||||
| <CENTER>" Aisi aankhain nahin daikhi , aisa kajal nahin diakha aisa jalwa nahin daikha , aisa chehra nahin daikha jab yeh daaman ko hawa de , aag jungle main laag jaye jab yeh sehraoon main jaye , rait main phool khil jain aisi duniya nahin daikhi , aisa manzar nahin daikha aisa aalam nahin daikha , aisa manzar nahin daikha uske kamgan ka khahnakna , jaise bulbul ka chehekna uski paazeb ki cham cham , jaise barish ka moasam aisa sawan nahin daikha , aisi barish nahin daikhi aisi rimghim nahin daikhi , aisi barsat nahin daikhi uski bebaaq c baatain , jaise serdi ki hoon raatain uff yeh tanhai-e-masti , jaise toofan main kashti meethi koyal c hai boli , jaise geeton ki rangoli surkh gaalon pe paseena , jaise sawan ka mahena aisi aankahin nahin daikheen aisa jalwa nahin daikha aisa chehra nahin daikha !!! faysal_nice_1@yahoo. com </CENTER> |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote: NICE ONE,,,,,,,,,,,,,,,,, , setImgWidth();
__________________ hmmmmm ....thank u ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| kaash |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Kaash yeh dil...... | cRony/eNemy | Ashaar - Misc | 6 | 10-07-2007 03:51 PM |
| kaash | silent worrior | Urdu Poet Club | 4 | 07-19-2007 10:32 AM |
| Ay Kaash Kabhi Tum Jaan Sako...! | naz | Kanch ki Mehroo | 9 | 07-12-2007 09:59 AM |
| Barish Ka Musoom | imran22 | Poetry on Demand | 16 | 07-04-2007 06:33 AM |
| ~!! Kaash Aa Jaye mUjhey !!~ | ~ HijR ~ | Ghazal | 14 | 06-14-2007 06:27 AM |