It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on jugnoo sitara sambhal rkhna within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ******** tum aisa karna koi jugnoo koi sitaara sanbhaal rakhna meray andheron ke fiker choro tum apnay ghar ka khiyaal ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [3] |
|
#1
| |||||
| |||||
| tum aisa karna koi jugnoo koi sitaara sanbhaal rakhna meray andheron ke fiker choro tum apnay ghar ka khiyaal rakhna ujaar mosam main rait dhartee pay fasal boee thee chandni ke ab is main ugnay lagay andheray tu kaisa g main malaal rakhna diyaar e ulfat main ajnabi ko safer darpaish hai zulmaton ka kahin wo raahon main kho na jaayay zara dareecha ujaal rakhna wo rustam e raah he nahin tu phir yay asaasay kis kaam k tumhaaray idher say guzraa khabhi tu lay loon ga tum meray khat nikaal rakhna bicharnay waalay nay waqt rukhsat kuch is nazer say palat k dekha k jaisay wo bhe keh raha ho tum apnay ghar ka khiyaal rakhna yay dhoop chaaon ka khail hai yaaan khazaaan bahaaron ke ghaat main naseeb subh e arooj ho tu nazer main shaam e zawaal rakhna kisay khaber hai k kab yay mosam uraa k rakh day khaak e aazer tu ehtayaatan zameen ke sir per falak ke chaader daal rakhna Last edited by Aisha Baig; 02-03-2008 at 09:03 AM. |
| The Following User Says Thank You to Aisha Baig For This Useful Post: | ||
Hass (05-06-2008) | ||
|
#4
| |||||
| |||||
| zabardast........... ......
__________________ ![]() America Violating International Law in Pakistan http://www.petitiononline.com/286/petition.html |