It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jo Na Mil saka Wohi Bewafa , within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Jo Na Mil saka Wohi Bewafa , Ye Bari Ajeeb si baat hai Jo chala gaya mujhay Chorh kar , ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Jo Na Mil saka Wohi Bewafa , Ye Bari Ajeeb si baat hai Jo chala gaya mujhay Chorh kar , Wohi Aaj tak Meray Saath hai Jo Kisi Nazar Say Ata hui, Wohi Roshni hai Khayal main Woh Na asakay, Rahoon Muntazir, Ye Khalish Kahan Thee Visaal main Meri Justujoo Ko Khabar Nahin, Na Woh Din Rahay Na Raat Rahay Jo Chala Gaya Mujhay Chorh Kar, Wohi Aaj Tak Meray Saath Hai Karay Pyar Lub Per Gila Na Hoo, Ye Kisi Kisi Ka Naseeb hai Ye Karam Hai Iski Jifa Nahin , Woh Juda Bhi Reh Kar Kareeb Hai Wohi Ankh hai Meray Rubaroo, Ussi Haath main Mera Haath hai Jo Chala gaya Mujhey Chorh Kar, Wohi Aaj Tak meray saath hai Mera naam tak jo na lesaka, jo mujhe qaraar na de saka Jisaay Ikhtiayaar Tu tha Magar, Mujhay apna Pyar na Dey saka Wohi Shaks Meri Talaash hai , wohi dard meri hayaat hai Jo Chala gaya Mujhey Chorh Kar, Wohi Aaj Tak meray saath hai Jo Na Mil saka Wohi Bewafa , Ye Bari Ajeeb si baat hai Jo chala gaya mujhay Chorh kar , Wohi Aaj tak Meray Saath hai
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| ASSALAM-O-ALAIKUM... VERY NICE...
__________________ Akhiri $@n$........ |
|
#3
| |||||
| |||||
| bhot khob janab.......... |
|
#4
| |||||
| |||||
| ASSALAM-O-ALAIKUM... VERY NICE...
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| |
|
#6
| |||||
| |||||
| |
|
#7
| |||||
| |||||
| |
|
#9
| |||||
| |||||
| |