It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jagaa Jee laganay Ki duniya nahin hai !!! within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; jahaaan main hain ibrat kay har soo namoonay, magar tujh ko andha kia rang-o-boo nay, kabhee ghaur say yehbhe edaikha ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| jahaaan main hain ibrat kay har soo namoonay, magar tujh ko andha kia rang-o-boo nay, kabhee ghaur say yehbhe edaikha hai tou nay, jo mamooor thay woh mahal ab hain soonay, jaga jeel aganay ki duniya nahin, hai yeh ibrat ki jaa hai tamasha nahin hai, milay khaak main ahl-e-shaan kaisay, huay naaamwar benishaan kasiay kaisay, mitay namioon kay nishaan kasiay kaisay , zameen kha gayee aasmaaan kasiay kaisay, jaga jee laganay ki duniya nahin, hai yeh ibrat ki jaa hai tamasha nahin hai, tujhay pahlay bachpan nay barsoon khilaya, jawanee nay phir tujh ko majnoon banaya, buraphay nay phir aakay kia kia sataya, ajal tera karday gee bikul safaya, jaga jee laganay ki duniyanahin hai, yeh ibrat ki jaa hai tamasha nahin hai, yehee tujh ko dhun hai rahoon sub say aa'ala, ho zeenat niraleee ho fashion nirala, jiya karta hai kia yun hee marnay wala, tujhay husn-e-zahir nay dhokay main daala, jaga jee laganay ki duniyanahin hai, yeh ibrat ki jaa hai tamasha nahin hai |
|
#2
| |||||
| |||||
| very nice......... ![]()
__________________ Qiyaamat hai Dil-e-Mehjoor kaa Ehsaas-e-Tanhaai AkailaY abb tau hum aksar bhari Mehfil maiN rehtaY haiN |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| jagaa, jee, laganay, duniya, nahin |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Jaga Jee Laganay Ki Duniya Nahin Hai... | Suheb | Islamic Poetry | 6 | 07-17-2008 03:31 PM |
| Chacha Wardi Landha Kyun Nayee | faisal_Rwp | Funny Poetry | 30 | 07-08-2008 03:36 PM |
| Muhabbat chor di hum nay . | gujigal | Ghazal | 24 | 11-04-2007 12:29 AM |
| Jab piyar nahin hai to bhula kiun nahin detay..!! | silent atitude | Ghazal | 5 | 10-31-2007 09:53 PM |
| Madad mangna | abbi1602 | Discussion Corner | 266 | 09-21-2007 07:54 AM |