~~Ek Rooz Tu Rukhsat Karta~~ | | ik roz to rukhsat karta
mujh say kitni he muhabbat karta
sab rutain a kar challi jati
mosam-e-gham b to hijrat karta
bhariay mujh ko kahan pa sakty thay
gar wo mari hafazat krta
maray lehjay main garoor aya tha gar
us ko haq tha k shakayat krta
kuch to thi mare khata warna
wo kion tark-e-talak krta
us say na rahe koi talab
bus maray pyar ki izzat karta
.
__________________ ~вαвαŔ~ |