It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ehsaas - Mera Saaz Dil Ki Awaaz www.ehsaas.us within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Barish ki bundo mein bheega tera yeh badan, saawan mein bhi aag lagaye yeh husn, madhosh kare behkaye jalaye jiya ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| Barish ki bundo mein bheega tera yeh badan, saawan mein bhi aag lagaye yeh husn, madhosh kare behkaye jalaye jiya mera, baahon mein aa meri bhuja de yeh agan. Kyu tere paas ane se darta hai mann mera, kyu tere chune se kaampta hai tan mera, baatein meri deewana banaye mehkhane ka nasha teri nazro mein, dekhne se teri taraf darti hun kahin bas na jaye ruh mein ud na jaye chain mera. Liked it??????? Wanna read more???? then visit my website:- ehsaas....Mera saaz, Dil ki awaaz Ehsaas- mera saaz dil ki awaaz. ab aapka ehsaas ek naye roop mein. Bheegi bheegi nashili raaton mein pyaar bhari barsaaton mein, ao na tum paas mere meri aaghosh meri baahon mein. Kho jao meri aankhon mein, bas jao meri dhadkano mein, chum lo mere labon ko bekaraar ho jau, itna asar ho teri mohabbat mein. Seene se mere lag jao, yun na mujhe ab tadpao, kar mujhe pyaar bepanaah jaanam, paas aa kar meri saanson mein sama jao. Chahu main chahu sirf tujhe hi ab, jaanu na main tere siva kuch bhi ab, pyaar karu tumhe saanson mein basau, puju main tujhe karu teri ibadat. Na ho ab khatam yeh tufani raat, bheeg jaye hum pyaar ke nashe mein, bijli ke kadkane se mat daro tum, lag jao mere gale chup jao mere seene mein. Chumu tujhe sar se lekar paanv tak, na roko ab hone do jo ho raha hai, saanson mein kho jao yun madhosh ho jao, behekane do agar dil behek raha hai. Aa aur kareeb mere jaaneman, chhu lun main teri ruh ko is kadar, chad jaye nasha mere pyaar ka tujh par, na rahe hosh tujhe na khud ki khabar. Beparda karu main husn tera, haathon mein lekar tera chehra, dekhu teri aankhon mein chumu tere labon ko, hata kar zulfon ka pehra. Ang ang khil jaye tera is kadar tujhe pyaar karu, deewani ho jaye tu itna tujhe main madhosh karu. Na soch paye ab aur kuch tu siva mere, itna main tujhe bekaraar karu. Mehek teri bas jaye meri saanson mein, itna tere sanam kareeb au main, dhadkano mein teri bas jau, itna tujhe jaanam chahu main. Na ho kabhi yeh barsaat yeh raat khatam, yehi khawahish yehi aarzu rahe dil mein, soye rahe lipte rahe lab se lab jude rahe, raat kate yeh teri baahon mein. |
|
#12
| |||||
| |||||
| 1.) Baarish ki bundo mein bheega tera yeh badan, Saawan mein bhi aag lagaye yeh husn, Madhosh kare behkaye jalaye jiya mera, Baahon mein aa meri bhuja de yeh agan. 2.) Kyu tere paas ane se darta hai mann mera, Kyu tere chhune se kaampta hai tan mera, Baatein meri deewana banaye mehkhano ka nasha teri nazron mein, Dekhane se teri taraf darti hun kahin bas na jaye ruh mein ud najaye chain mera. 3.) Baahon mein aa ja na ja tu dur mujhse, Ki tere bin jeena hai mushkil sanam, Na jay un dur mujhe tanha chod kar, Ki tere bina mar hi jayenge hum. 4.) Khoya main tere khayalon mein yaadon mein is tarah, ata hai labon pe naam tera aankhon mein tera chehra har lamha, itna bhi na hosh raha ki teri pukar sun sake, teri judaai ne mujhe pagal banaya deewana banaya is tarah. 5.) Har lamha beete saanson ki raftaar badti jaye, Dekhu ghadi baar baar dhadkane bekaraar hoti jaye, Thak rahi hai aankhein tut rahi hai baahein tere intezaar mein, Tere paas ane ke liye tujhe aaghosh mein lene ke liye meri jaan nikli jaye. Did you liked it? Want to read more? then visit my website. address in title Ehsaas - Mera saaz dil ki awaaz |
|
#13

#14
| |||||
| |||||
| Yaadon mein ake yun na satao, baahon mein aa kar yun na dur jao, tadpa tadpa kar yun na tarsao, bas jao dhadkano mein saanson mein sama jao. Tu hai meri saansein tu meri dhadkan, tere baare mein hi sochta hai har pal mera mann, deewana hai tere pyaar mein is hadd tak, nahi ata hai hosh tu rehti hai paas jab talak. |
|
#15
| |||||
| |||||
| Teri baahon mein meri zindagi guzar jaye, ankhon mein saanson mein dhadkano mein tu sama jaye, ho na tu kabhi mujhse juda ek pal ke liye bhi, rahe tu itne kareeb mere zindagi bhar ki tu mere rom rom mein bas jaye. Teri adaon ka hua main deewana is kadar, na waqt ka hosh na khud ki khabar, na bhuk lage na pyaas bas intezaar rahe tere didaar ka, har jagah har pal tujhe dhundti rahe meri nazar. Liked it??????? Wanna read more like this???????????? Then visit my website:- Ehsaas - mera saaz dil ki awaaz |
|
#16
| |||||
| |||||
| Nashili in aankhon mein mera sanam dooba jaye re, hai sawan ka maheena aur woh mujhe bulaye re, deewangi aur bekaraari ka aalam hai kitna kya bataye, apni chahat se kitne hai bebas kaise unhe samjhaye re. Chahat mein unki main doobti ja rahi hun, jana hai dur aur paas ja rahi hun, ehsaas se unke dhadak jata hai yeh dil, sambhalo mujhe koi aankhon mein unki khoye ja rahi hun. Did you liked it?????? Wanna read more?????? Then visit my website:- Ehsaas - Mera saaz dil ki awaaz |
|
#17
| |||||
| |||||
| Mile hai jabse tumse yeh dil kahin kho gaya hai, neend chain ud gaya mujhe kuch ho gaya hai, jaaga jaaga rehta hun raaton mein din mein khoya rehta hun, tere pyaar mein mera dil jaanam deewana ho gaya hai. Pyaar kar mujhe itna sanam, na kabhi kisi baat ki kami mehsus ho, jab bhi mujhe darr lage jab teri zarurat lage, vada kar tab tab tu meri baahon mein ho. Teri judaai mein bekaraar hua ja raha hun, har lamha tadapta ja raha hun, jaldi se aa baahon mein mujhe bhar le, tere bina pagal hua ja raha hun. Did you liked it???????????? Wanna read more???????????? Then visit my website:- Ehsaas - mera saaz dil ki awaaz |
|
#18
| |||||
| |||||
| very nice .............
__________________ ![]() |
|
#19
| |||||
| |||||
| Tu hai meri saansein tu meri dhadkan, tere baare mein hi sochta hai har pal mera mann, deewane hai tere pyaar mein is hadd tak, nahi ata hai hosh tu rehti hai paas jab talak. Wanna read more? Visit my website. Ehsaas- mera saaz dil ki awaaz |
|
#20
| |
| |