It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on dil mera tere lams ko tarse within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Mere madhosh khwab Woh taron bhari ratein Uss chand ka muskurana Mujhe woh yaad hai zara zara Neendon se jaghi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Mere madhosh khwab Woh taron bhari ratein Uss chand ka muskurana Mujhe woh yaad hai zara zara Neendon se jaghi ankhein Sine par behati woh sanse Labon par bhikhari shabnam Mujhe woh yaad hai zara zara Sawalon ki barsat Jawabon main ruthnna Pyar ki kasam par lautna Mujhe woh yaad hai zara zara Woh hijhr ki lambi ratein Kitabon main shukhe phol Ansu ban yadon ka barsna Mujhe woh yaad hai zara zara Meri har baat ki fikr Intzar ki pareshani Mere larkhane se tera tutna Mujhe woh yaad hai zara zara Jate rahe woh meharba jab se Rehta hu un yadon mein Ab dard ki shaql liye hai woh Mujhe woh yaad hai zara zara Chubti hai sanse shor machata hai Dil Har waqt nabz ginnta main Mujhe woh yaad hai zara zara Pohncha mein uss zamii ko Mitti thi woh ajnabe si Ansu ki bundh thi teri si Mujhe woh yaad hai zara zara...
__________________ Hamaree Neend k Beemar Jisam Per Shab Baar Adhuraay Khwaab ky Kohraay Barastay Rehtay Hain........ |
|
#2
| |||||
| |||||
| jab ghata koi toot kar barse dil mera tere lams ko tarse phir tera naam shaam tanhaii sehmi sehmi hai dhadkane phir darr se haal andaar ka bass khuda jane kitna roshan hai diya bahar se
__________________ Hamaree Neend k Beemar Jisam Per Shab Baar Adhuraay Khwaab ky Kohraay Barastay Rehtay Hain........ |
|
#5
| |||||
| |||||
| haal andaar ka bass khuda jane kitna roshan hai diya bahar se BUHUT ZABARDAST |