It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Chalo ek baar phir se ajnabi ban jain hum dono within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Chalo ek baar phir say ajnabi ban jain hum dono, Na main tum say umeed rakhoon dil nawazi kee, Na ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Chalo ek baar phir say ajnabi ban jain hum dono, Na main tum say umeed rakhoon dil nawazi kee, Na tum meri taraf daikho ghalat andaaz nazron say, Na meray dil kee dharkan larkaray Teri baaton say, Na zahir ho tumhari kashmakash ka raaz nazron say. Tumhain Bhi koi Uljhan roktee hai paish qadmi say, Mujhey bhi log kehtay hain yeh jalway para-ay hain. Meray humrah bhi ruswaieyan hain meray maazi kee, Tumharay saath bhi guzree huee raaton kay sa-ey hain. Taruff rog ho jaey tau usska bhoolna behtar, Taalluq bojhe ban jaey tau uska torna acha. Woh afsaana jissay anjaam tak lana na ho mumkin, Ussay ik khoobsoorat mor day kar chorna acha. Chalo ik baar phir say ajnabi bun jain hum dono
__________________ Sara Shaher Hua Tha Jis k Jaanazay Main Shareek... Tanhaiiyun k Khoof Se Wo Shaks Mar Gaya.... |
|
#2
| |||||
| |||||
| Nice Oneeeeeeeeeeeeeeeeee eeeeeeeee
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| Very nice..............
__________________ Yasir |
|
#7
| |||||
| |||||
| Umda Sharing ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| nice...........
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| boht khoob...............
__________________ ![]() "Be cool" |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| chalo, baar, ajnabi, ban, jain, dono |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| phir vahii maange hue lamhe, phir vahii jaam-e-sharaab | Adhuraa | Nazam | 7 | 10-14-2007 08:17 AM |
| Chalo Ek Baar Phir Se Ajnabi Ban Jaayein Hum Dono | ayankhan | Nazam | 14 | 10-14-2007 03:01 AM |
| chalo ik baar phir say ajnabi ban jayain hum dono. | ManPaki | Nazam | 21 | 10-01-2007 08:39 AM |
| chalo ik bar phir se | \*-*!*-*PaRiArEeBa*-*!*-*/ | Ghazal | 9 | 07-03-2007 02:03 PM |
| ~*~ Us Kii Gallii Phir mUjhey Eik Baar Ley Chalo ~*~ | ~ HijR ~ | Ghazal | 5 | 06-15-2007 08:59 AM |