It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ajab pagal c larki hai within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Dua to janay kaun si thi Zehan main nahi... Bus itna yaad hai kay Do hathailiyan mili howin thin Jin ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [3] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Dua to janay kaun si thi Zehan main nahi... Bus itna yaad hai kay Do hathailiyan mili howin thin Jin main aik meri thi Aur aik teri .....
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid mayri ajzi bhi kamal thi main ana parast bala ka tha so gira to apny hi paon main... |
| The Following User Says Thank You to papa ki shehzadi For This Useful Post: | ||
dil-e-nadan (05-02-2008) | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Wow.......khoob
__________________ -------------------------------------------- ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| mmmmmmm nice1...........
__________________ Relationship is like a book, it takes a few seconds to burn but it takes years to write. So write it carefully & never let it Burn. !! !! |
|
#7
| |||||
| |||||
| Ajab pagal c larki hai mujhay har khat main likhti hai mujhay tum yaad kartay ho tumhain main yadd ati hon meri batain satati hain meri nendain jagati hain' meri ankhain rulati hain december ki suhneri dhoop main..ab bhi tehaltay ho kisi khamosh rastay say koi awaz ati hai.. thetarti sard ratoon main tum ab bhi chat pay jatay ho.. falak k sab sitaron ko meri batain sunatay ho.. kitabon say tumharay ishq main koi kami ayi ya meri yad ki shiddat say ankhon main nami ayi.. ajab pagal c larki hai mujhay har khat main likhti hai.. jawaban usay likhta hon.. meri masrofiat dekho.. subh say sham office main.. chiragay umr jalta hai phir us k baad dunya ki.. kayi majborain pa'on main behdhian dal rakhti hain mujhay bay fikr chahat say bharay sapnay nahin dikhtay tehalnay,jagnay,rona y ki muholat he nahin milti sitaron say milay ab arsa hwa..... naraz hon shayad... kitabon say shagaf mera.. abhi wesay he qayam hay farq itna parha hai ab unhain arsay main parhta hon tumhain kis nay kaha pagli tumhain main yaad karta hon. k main khud ko bhulanay ki musalsal justujo main hon tumhain na yaad anay ki musalsal justujo main hon magar yah justujo meri buhat nakam rehti hai meray din raat main ab b tumhari sham rehti hai meray lafzon ki har mala tumharay naam rehti hai tumhain kis nay kaha pagli tumhain main yaad karta hon purani baat hai jo log aksar gungunatay hain.. unhain ham yaad kartay hain...jinhain ham bhul jatay hain ajab pagal c larki hai meri masrofiat dekho tumhain dil say bhulao tau tumhari yaad ayay na tumhain dil say bhulanay ki mujhay fursat nahin milti aur is masroof jeevan main... tumharay khat ka aik jumlaaaa... tumhain main yaad ati hon meri chahat ki shiddat main kami honay nahin deta buhat ratain jagata hai..mujhay sonay nahin deta so agli baar khat main yah jumla nahin likhna ajab pagal c larki hai mujhay phir b yah likhti hai mujhay tum yaad kartay ho tumhain main yaad ati hon.
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid mayri ajzi bhi kamal thi main ana parast bala ka tha so gira to apny hi paon main... |
|
#8
| |||||
| |||||
| thx all..... ![]()
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid mayri ajzi bhi kamal thi main ana parast bala ka tha so gira to apny hi paon main... |
|
#10
| ||
| aik din(24 hrs) mai sirf 2 threads hi start kia karain....... thanks.....
__________________ ![]() ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| 123 |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Ajab pagal c larki hey | Faiza Adnan | Urdu Poet Club | 4 | 04-03-2008 02:47 AM |
| Ajab Pagal Si Larki Hay | Raygistaan | Nazam | 10 | 02-09-2008 02:48 PM |
| Ajab Pagal Si Larki Hai | moinss | Nazam | 6 | 12-30-2007 11:08 AM |
| Ajab pagal c larki hai | khaaki | Nazam | 9 | 10-17-2007 11:09 PM |
| ajab pagal c larki hay..... | faran595 | Nazam | 9 | 10-14-2007 02:07 AM |