It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Agar kuchh naam daina ho.......... within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; .................... .................... ............ Agar kuchh naam daina ho Mujhay insaan matt kehna Judaa chehray, judaa bay-shak sabhi k naam hotay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| .................... .................... ............ Agar kuchh naam daina ho Mujhay insaan matt kehna Judaa chehray, judaa bay-shak sabhi k naam hotay hai'n Magar insaaniyat k abb yaha'n per daam hotay hai'n Mere tum daam matt dainaa Mujhay ye naam matt dainaa Agarr kuchh naam dainaa ho Mujhay Ehsaas keh dainaa Magarr Thehro! Mujhay Ehsaas matt kehnaa Mera buss naam reh jaay Mujhay aisay nahi'n rehnaa Mujhay Ehsaas matt kehnaa Agarr kuch naam dainaa ho Mujhay Saawan hee keh daina Magarr thehro! Mujhay Saawan nahi'n kehna Barastaa hai magar Rut kay badaltay, beet jaata hai Mujhay Saawan nahi'n kehna Agar kuchh naam dainaa ho Mujhay Aansoo hee keh daina Janam laina kisi ki ki aankh mai'n Rukhsaar per mernaa Yehi jis ki haqeeqat hai Chalo aansso hee keh dainaa Magarr daikho! kisi ki aankh mai'n mujh ko kabhi Aanay nahi'n dainaa K qeemat aansoo'n ki abb adaa tum se nahi'n ho gee Nahi'n tum yu'n nahi'n kehnaa Mujhay aansoo nahi'n kehnaa Mujhay aankho'n main'n bastaa ik hasee'n sapna he keh do tum .................... ..!!!!
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| wah wha wah wah wah.......... bohat has'saas nazm share ki hy aap ne, bohat acha laga aap ka intkhab paRh kr, isi trha share krty raheN.,...
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |
|
#3
| |||||
| |||||
| nice sharing.........
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| very nice................
__________________ Moat bi zarori hai zindagi bi pyaari hai faslon se juway mai main ne shaam hari hai |
|
#6
| |||||
| |||||
| ASSALAM-O-ALAIKUM... VERY NICE...
__________________ Akhiri $@n$........ |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| agar, kuchh, naam, daina |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Insha naam ka deewana | last island | Nazam | 8 | 10-14-2007 08:22 AM |
| Agar kuch naam dena ho ..... | bailamos_ | Nazam | 9 | 10-14-2007 08:18 AM |
| Tanhaaiyoo'n ki Naam !!! | Asifa | Nazam | 11 | 10-14-2007 02:52 AM |
| ~!! Us Zakham e Jaan Key Naam jO Ab Tak Nahii Bhara !!~ | ~ HijR ~ | Nazam | 14 | 10-13-2007 04:11 PM |
| Ham to saya tera ban jayen agar tu chahe | Saraabs | Urdu Poet Club | 18 | 09-14-2007 07:20 AM |