It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Agar kabhi meri yaad ayee.. within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Agar kabhi meri yaad ayee.. tu chandni ratoon ki narm dilgeer rooshni main kisi sitaray koo dekh leena agar woo ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Agar kabhi meri yaad ayee.. tu chandni ratoon ki narm dilgeer rooshni main kisi sitaray koo dekh leena agar woo nakhl-e-falak say utar kar tumharay qadmoon main aa giray Tu yee jaan leena Woo istiara tha meray dil ka agar na ayee..... magar yee mumkin hee kis tarha kay tum kisi par nighah daloo tu us ki diwar-e-jaan na tootay woo na bhool jayee(wo apni hastii na bhool jaue) agar kabhi meri yaad ayee Tu gureez karti hawa lahroon pay hath rakhna main khushboyoon main kaheen miloon ga mujhay gulaboon ki patiyoon main talash karna main ooos katroon kay ainoon main tumhain miloon ga agar sitaroon main ooos katroon main khushboyoon main na paoo mujh koo tu apnay qadmoon main dekh leena main gard hooti musafatoon main tumhain miloon ga kaheen pay rooshan chirag dekhoo tu jaan leena kay her patangay kay sath main bhi bikhar chuka hoon tum apnay hathoon say un patangoon ki khaak darya main daal deena main khaak ban kar samandaroon main safar karoon ga kisi nadeekhay hoyee jazeeray pay ruk kar tum koo sadayeen doon ga samandaroon kay safar pay nikloo tu us jazeeray pay bhi guzarna
__________________ Sara Shaher Hua Tha Jis k Jaanazay Main Shareek... Tanhaiiyun k Khoof Se Wo Shaks Mar Gaya.... |
|
#2
| |||||
| |||||
| buhut hi zabardast |
|
#3
| |||||
| |||||
| very nice..........
__________________ Moat bi zarori hai zindagi bi pyaari hai faslon se juway mai main ne shaam hari hai |
|
#5
| |||||
| |||||
| zabardast........... ..
__________________ ![]() |