It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzarnay doo within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzarnay doo Abhi uss baywafa ki yaad main dil ko baihalnay doo ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzarnay doo Abhi uss baywafa ki yaad main dil ko baihalnay doo Wohh usski bay rukhi aur barf main liptaa hoa lahjaa Chamaktay chand ki surat koi anjaan saa chahraaa Wohh meray piyar k ahsaas ka toota hoa lamha Mujhay bikhree hoi yadoon k angan main jhulasnay doo Abhi yeh zakam taza hai abhi kuch din guzarnay doo Muhabbat ajj kal k door main aisi kahani hai Koi kirdaar baqi hai na lafzoon main rawani hai Hamaray pass ab guzray dinoo ki ik nishani hai Yeh gham ki shaam hai iss ko meray gher main uternay doo Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzarnay doo Abhi kuch din guzarnay doo k apnay app main aoon Mujhay tanha sulagnay doo k apnay app main aoon Mujhay pal pal bikhernay doo k apnay app main aoon Bhula kar yaad uss ki khawab k manzer badalnay doo Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzernay doo Bataya tha tumko chahat kuch nahi hoti Yeh aisa door hai jiss main muhabbat kuch nahi hoti Wohh sab jhootay fasaanay thay haqeeqat kuch nahi hoti Muhabbat daivtaa ki ab mujhay tooheen karnay doo Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzernay doo
__________________ sara |
|
#2
| |||||
| |||||
| Abhi yeh zakham taza hai abhi kuch din guzernay doo so nice thx for sharin ![]()
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| very nice................ .:flower3
__________________ “ Mujhy GUmaN Tha Chaha BhOut Zamane nY MUjhY MeiN AzeeZ sUbkO Tha MaGar ZUrato'N ki Tarha'N .. †|
|
#4
| |||||
| |||||
| Buhat khoob muhtarma Aik aur umdah intekhab hay Buhat acha laga parh kar Khush rahiay ![]()
__________________ ![]() Last edited by MEHTAB; 09-20-2006 at 08:36 PM. |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat hi umda buhat acha likha aapnay apki sharing ka shukriya buhat zabardast likh rahai hain aap KEEP ON
__________________ A F S A N A |
|
#6
| |||||
| |||||
| AOA mehtab jee main nay bhe to ya nazam ...Nazam section main hee likhe hai lekhin ho sakta hAI aap sahe ho .....thanx |
|
#7
| |||||
| |||||
| Sorry Muskan Asal main work load buhat hone ki waja se kabhi kabhi ghalti ho jati hay Main ne apni post edit kardi hay Khush rahiay ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Salam, very nice... Thanx for sharing, Allah hafiz@};-
__________________ ![]() |
|
#9
| ||
| |