It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Aaj ki raat yaadoN kay kuch mehmaaN aanay waalay haiN within the Nazam forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Aaj ki raat yaadoN kay kuch mehmaaN aanay waalay haiN Aaj udaasi nay phir chera hai saaz Aaj dard phir ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Aaj ki raat yaadoN kay kuch mehmaaN aanay waalay haiN Aaj udaasi nay phir chera hai saaz Aaj dard phir kuch sunaiga Tanhai nay baaNdhay haiN guNghru Aaj waqat bhi thahar jaiga Chand ! apni chandni idhar rakh jaanaa Aanay haiN aaj kuch bhoolay huay say chayhrey Ashqo ! aaj tum bhi ji bhar kay beh lenaa Behal jaayN aisay hi shayad ahsaasoN kay sfeenaiN NaghmoN !Aaj kadam saMbhal saMbhal kay rakhna Aaj ki raat khwaaboN kay naam hai In lamhoN ka hai chalan aisaa Ki aaj tarpaygi takhleeq lefz dar lafz Khaamoshi ka zehar subko pilaayaa jaigaa Aaj ki raat zindgi pay bhaari hai Aaj jalaiNgay khwaahishoN kay alaav HaNstay haNstay hoga aaj umeedoN ka qatl Meri zindagi aaj phir mayzbaan bani hai Woh baras jab jazbaat nay li thi pehli aNgrai Us baras ki yaad aaj mehmaan bani hai Woh door ufaq pay uthtay haiN ghubaar MehmaanoN kay qaafily pahuNchnay waalay haiN Dard-I-dil ko saMbhaaluN ab main Ai fazaaoN tum hawaaoN pay likh lena BehoshioN main nazm jo banaa loon ab main
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid mayri ajzi bhi kamal thi main ana parast bala ka tha so gira to apny hi paon main... |
|
#2
| |||||
| |||||
| zabardast.........
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| khoob............... .
__________________ Mein Apne Haalaat Se Sulah Ker To Loon Lekin... Mujh Mein Roposh Ek Shakhs Mar Jayega... |
|
#4
| |||||
| |||||
| buhat khoob ....................
__________________ |
|
#5
| |||||
| |||||
| Aaj ki raat yaadoN kay kuch mehmaaN aanay waalay haiN Aaj udaasi nay phir chera hai saaz Aaj dard phir kuch sunaiga Tanhai nay baaNdhay haiN guNghru Aaj waqat bhi thahar jaiga Chand ! apni chandni idhar rakh jaanaa Aanay haiN aaj kuch bhoolay huay say chayhrey Ashqo ! aaj tum bhi ji bhar kay beh lenaa Behal jaayN aisay hi shayad ahsaasoN kay sfeenaiN NaghmoN !Aaj kadam saMbhal saMbhal kay rakhna Aaj ki raat khwaaboN kay naam hai In lamhoN ka hai chalan aisaa Ki aaj tarpaygi takhleeq lefz dar lafz Khaamoshi ka zehar subko pilaayaa jaigaa Aaj ki raat zindgi pay bhaari hai Aaj jalaiNgay khwaahishoN kay alaav HaNstay haNstay hoga aaj umeedoN ka qatl Meri zindagi aaj phir mayzbaan bani hai Woh baras jab jazbaat nay li thi pehli aNgrai Us baras ki yaad aaj mehmaan bani hai Woh door ufaq pay uthtay haiN ghubaar MehmaanoN kay qaafily pahuNchnay waalay haiN Dard-I-dil ko saMbhaaluN ab main Ai fazaaoN tum hawaaoN pay likh lena BehoshioN main nazm jo banaa loon ab main very nice jee |
|
#6
| |||||
| |||||
| Mayri serkashi bhi thi munfarid mayri ajzi bhi kamal thi main ana parast bala ka tha so gira to apny hi paon main... bohat umdaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaa |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat khoob.,.,.,.,.,.,
__________________ ![]() ![]() ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Bohot umdaa.....keep it up!!!
__________________ ![]() |