Re: Tuhmaton se Kya Darna????? | | Tuhmatain to lagti hain
Roshni ki khwahish main
Zakhm kaise hotey hain
Kitney gehrey hotey hain
Kab yeh soch saktey hain
Aisi be-gunah aankhain
Ghar ke koney khudron mian chup ke kitna roti hain
BOHOT KHOOB UMDAH.........
__________________ Mein Apne Haalaat Se Sulah Ker To Loon Lekin...
Mujh Mein Roposh Ek Shakhs Mar Jayega... |