Re: Dil ne tery bary me,poucha to bohat Roya ...!!! | | aapne bahut hi khoobsurat likha hua hai, aisa perfection bahut hi kam dekha hai
khash kar yeh to bahut hi kaabil-e-tareef hain
ik hurf tasali ka,ik lafz Mohabat ka,
kud apny liy us ne likha to bohat roya ..!!!
jo ahad nebhanay ki deta tha dua mujhko,
kal sham mujhy tanha dekha to bohat roya ..!!!
__________________ Meri Aankhein Padhkar Dekho
Aankhon Mein Hain Khwab Bahut
Dariya Hain Kitne chhote Chhote
Lekin Hai Inmein Sailab Bahut |