
05-07-2008, 07:55 AM
|
 | I respect my self | | | Join Date: Jan 2008 Location: jannat
Posts: 17,335
Country: Tutorials:
6 My Mood: Thanks: 3,434
Thanked 841 Times in 658 Posts
Nominated 20 Times in 8 Posts  TOTW/F/M Award(s): 1
Rep Power: 801 | |
Re: Sunno kabhi yun karein k! | | Quote:
Originally Posted by jawadi Sunno kabhi yun karein k!
kaheen mil baith k koi udas aur sogwaar sham duhraaein
aur beetnay na dein. aur khud ko bhuli basri
yaadoon k sapurd ker k wapis loatna bhool jaein
ya kisi jangle mein ja k khud ko parindoon ki
qaid mein day aaein
kisi tun o tunha badal ko bulaein aur usay
humesha humesha k lia apnay gher rukh lein
aur gher k saaray dareechay saaray rastay
band ker dein takay usay koi milnay na aa sakay
apni apni zukhmi aarzuoon ko zukhmi hi rehnay dein
aur eik dooseray k khuwaab nageriyoon ko rawana
ker k rasta na bhoolnay ki dua maangein
kisi roz apnay apnay payaroon say bay sabub
naraz ho jaein aur jahan jahan say
jo jo wada likh rukha hay usay mita daalein
sunno kia khayal hay?
kabhi yun na karein k honsloon k saaray bund aur
tahmmul k saaray sutoon tor daalein aur hawaoon k saamnay
in kathor hawaoon k saamnay!
deewar ban ker kharay ho jaein inhein rok ker
un ka garaybaan thamein aur cheekh cheekh ker
unhein bura bhala kahein. aur.
aur un say jurm poochein!
sunno kia khayal hay? | umdah............... ... |