Re: Sunno kabhi yun karein k! | | apni apni zukhmi aarzuoon ko zukhmi hi rehnay dein
aur eik dooseray k khuwaab nageriyoon ko rawana
ker k rasta na bhoolnay ki dua maangein
kisi roz apnay apnay payaroon say bay sabub
naraz ho jaein aur jahan jahan say
jo jo wada likh rukha hay usay mita daalein
sunno kia khayal hay?
bahut hi khoob baat kahi hai jawad bhai.
__________________ Meri Aankhein Padhkar Dekho
Aankhon Mein Hain Khwab Bahut
Dariya Hain Kitne chhote Chhote
Lekin Hai Inmein Sailab Bahut |