lakeeren jhoot bolteen hain....! | | jab woh mera naam
apney haathon ki lakeeron main
talaash kar k thak gaya
to dheerey se sir jhukaya
aur muskara k kaha.....
lakeeren jhoot bolteen hain....!
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid
mayri ajzi bhi kamal thi
main ana parast bala ka tha
so gira to apny hi paon main... |