itna he yaad rakh mujhay... | | itna hi yaad rakh mujhey
jaisey kisi kitaab main
beetey dinon k dost ka
aik khat para hua miley
lafz mitey mitey se hon
rang urra urra sa ho
lakin...
woh ajnabi na ho!
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid
mayri ajzi bhi kamal thi
main ana parast bala ka tha
so gira to apny hi paon main... |